QUOTE(* SOZ * @ Sep 29 2007, 04:08 AM)


Aray magar mein nay tou koi kaam kiya hee nahi...kisi aur ka credit meray khatay mein daal rahi hain...
Kis bhai nay aapko yeh Laqab diya hai ???
mujhay to aisa bilkul nahi lagta...


my mistake
kya karoun apaje par burhapa kuch ziyada he jald achuka hai
ek nam ka asar dosra ..
khari chorain main samjhi k anay wahan par na apna kam share kiya hai balkay ab check kiya to galti ka ehsas hoa k ap waha TAREEF karnay aye thi main budho

ban gaye khali makholi
phir bhi aap acha kam kar sakti hain .. jitni koshish karian gi utna acha hoa , aur ek bat main apko bataoun
start main koshish yeh kiya karian k stick to the basic, jaisay vectors...pentool ..colors par experiment karian aur achi shuroat k liye meray hisab say apko backgoruns par thori bohut mehnat karni chaiye brushes ki setting say khelain aur layers k nechay jo options atay hain layers effects k un ko check karian . ap zaror kamiyab hongi
aur smart leo k tutorails ko try karian bohut achay hain acha banay bura banay par share karian us say galtiyan agar nazar agaye to us say apky kam ka sudhar aye ga