Je janab to "PEN TOOL" k basics hazir e khidmat hain :D
us main jo main technic janti houn share kar rahi houn ap chhaiye to apni taraf say bhi contribute ar saktay hain
galtiyan Spelling ki kafi sari hain ( buri adat hai par chut ti nahi ) azar andaz kariye
aur aap apni taraf say shapes wagaira share karna pasand karian gay to most welcome






