apni marzi say kab aya tha : )
hmmm ja raha hon apni marzi se
tum sab log boht achay ho keep relationship2anyone here
zindagi ki baat ko dill per lene do isi waja say shayad hum sudhar jain
dill chah raha hay pahar per se kood k jaan dedon

ZINDAGI ho ya mot dono hi haqeeqat hain



asal main jane ki waja yebhi he k ab tym kam hoga mere pas