QUOTE(Uncertainty @ Oct 18 2007, 06:01 AM)

mujhay bhi bohat achay dost milay hain .. lekin yeh baat thori deep hai ... dost ka to tabhi pata chalta hai jab koi waasta parta hai ... phr FILTERATION hoti hai k kon sahi dost hai kon nahi .... Allah kray esi aazmayish kisi dost pr na aye k us k liay kisi ka dil khatta ho jaye .. !
filteration wali baat bahot sahi hai,is tarah acchay aur sacchay doston ki pehchan bhi ho jati hai.
good post hadeea
mehsoos hota hai aapko tarrar saheb ki tasaneef pasand hain