QUOTE(Bore Na Kar @ Oct 21 2007, 01:13 AM)

Well it was before the birth of "Bore Na Kar" on this forum :d so i was unaware of that, i found that on net and just shared it in downloaded link form 
Lekin jisko bhi koi bhi novel milay wo compiled form mein yahan pesh karay to zyada faida mund ho ga kyunke ek ek page open karne ki bajaye agar ek file mein usko merge kar k downloading link de diya jaaye to it will be far better and user friendly
I hope k Wasi bhai jab mazeed novels share karein gay to iska khayal rakhein gay 
humm
haan aik hi file mein acha hota hay share karna

aap nay bhi acha kiya sharing kr kay
waisay yeh novel sirf 36 pages ka hay aur Wasi wala topic ka page save kr liya jayay to us kay "files" walay folder say aasani say save kiyay ja saktay hain pages