Help - Search - Members - Calendar
Full Version: ~~ Azmaaish~~
HulChul.NET > Science, Arts & Culture > Philosophy & Mysticism
hadeea
kabhi kisi apny pyare kisi dost ko azmaain matt ,us se kuch umeed matt rakhiin, ho sakta hai kah wo ap ki azmaish per pura na uttery ya ap ki umeed per pura na uttray aur aap aik achy dost ko khoo deen. kisi apny pyare se ap ka dil khutta ho jaye..
Airy_Princess
well woh sacha dost hi kya ju aazmaish main saath na day smile.gif
**Gohar

Dost ka , Tasavur he kisi Azmay'esh main poora utarna hay ..
taa hum ... hamain .. Umeed nahin lagani chahiey ...
kiuoon k .. mumkin hay kisi majboori k baa'ess wo hamari tava'Qu par poora na utar paey .
aur .. un majbooriyon ko . na samjhtey huwey .. aur apni umeedon ko .. toot-ta dekh kar ..
hum mayoos hon.. aur dooriyaan janam lain .. !!


Nice shared Hadeea jee...!!!

****
***
**
*
Kashif
dost ko jan boojh kar aazmana nahin chahiyay .......laikin zindagi mein agar kisi ki zarorat parray to dekhna chahiyay kay kon kaam aata hay aur kon nahin ......yehi cheez to sincerity ko zahir karti hay smile.gif
kiyunke aankh band kr kay aitbaar karna acha nahin hota .......jab aap kisi kay sath sincere hain to aap us say sincerity expect bhi karein gay
haan doosray ki majboori ko bhi dekhna chahiyay aur us kay act ko samajh kar ya us say pooch kar kay us nay aisa kiyun kiya.......tab koi action laina chahiyay.....warna khud hi kisi kay mutaliq badgumani karnay say kabhi kabhi achay banday kay sath choot jata hay
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.