Help - Search - Members - Calendar
Full Version: ~~haq~~
HulChul.NET > Science, Arts & Culture > Philosophy & Mysticism
hadeea
Jo Cheez haath main Aur haath ki lakeeron main na ho us

per HAQ kiasa? aur ager HAQ koi

nahi to phir us ka GHUM kaisa? F Y
KnOwN_StRaNgEr
smile.gif
Abu Adnan
QUOTE(hadeea @ Oct 24 2007, 02:51 AM) [snapback]2542158[/snapback]
Jo Cheez haath main Aur haath ki lakeeron main na ho us

per HAQ kiasa? aur ager HAQ koi

nahi to phir us ka GHUM kaisa? F Y


wow kia khoob kaha hai ... ghum say nijaat paanayka kia akseer nuskha hai:

Jo Cheez haath main nahi us per HAQ kiasa?
aur jiss cheez par HAQ naheeN, oski mahroomi ka ghum kaisa ???




aaminah
QUOTE(Abu Adnan @ Oct 24 2007, 08:18 AM) [snapback]2542451[/snapback]
wow kia khoob kaha hai ... ghum say nijaat paanayka kia akseer nuskha hai:

Jo Cheez haath main nahi us per HAQ kiasa?
aur jiss cheez par HAQ naheeN, oski mahroomi ka ghum kaisa ???


wow yeh nuskha to baray kaam ka hay imslow.gif
Kashif
yeh baat to hay clapping3.gif

banday ko ALLAH say koi cheez bhi "HAQ" samajh kr nahin mangni chahiyay ......kiyonke kis ko kiya dena hay WOH achi tarah janta hay aur hum US ki hikmat ko nahin samajh patay aur ranj-o-gham ka shikar ho jatay hain.....agar banda MAALIK ki marzi par razi ho jayay aur apni khwahishaat ko US ki raza par chaurr dey to bohat sakon aa sakta hay zindagi mein

waisay to chacha ghalib keh gayay hain

qaid-e-hayat o band-e-gham asal mein donon aik hain
maut say pehlay aadmi gham say nijaat payay kiyun

Abu Adnan
QUOTE(M Kashif Nisar @ Oct 25 2007, 09:03 AM) [snapback]2544830[/snapback]
yeh baat to hay clapping3.gif

banday ko ALLAH say koi cheez bhi "HAQ" samajh kr nahin mangni chahiyay ......kiyonke kis ko kiya dena hay WOH achi tarah janta hay aur hum US ki hikmat ko nahin samajh patay aur ranj-o-gham ka shikar ho jatay hain.....agar banda MAALIK ki marzi par razi ho jayay aur apni khwahishaat ko US ki raza par chaurr dey to bohat sakon aa sakta hay zindagi mein

waisay to chacha ghalib keh gayay hain

qaid-e-hayat o band-e-gham asal mein donon aik hain
maut say pehlay aadmi gham say nijaat payay kiyun




chachaa Ghalib ki samajh boojh bhi bus iss chaar rozah zindagi tak mahdood thee aur amalan 'babar bah aish kosh k alam dobarah neest' k qaail thay. agar woh zara bhi samjha.daar hotay to baad az maut pesh aasaknay waalay oss 'ghum /moseebat' (jahannum) say bhi bakhoobi agaah hotay jo iss zindagi maiN sharaab o shabaab aur qarzay haRap karnay waalouN ko pesh aa sakti hai.......... aadmi maut k baad bhi ghamouN maiN ghir sakta hai ... 1-jokes.gif 1-jokes.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Oct 25 2007, 09:51 AM) [snapback]2544883[/snapback]
chachaa Ghalib ki samajh boojh bhi bus iss chaar rozah zindagi tak mahdood thee aur amalan 'babar bah aish kosh k alam dobarah neest' k qaail thay. agar woh zara bhi samjha.daar hotay to baad az maut pesh aasaknay waalay oss 'ghum /moseebat' (jahannum) say bhi bakhoobi agaah hotay jo iss zindagi maiN sharaab o shabaab aur qarzay haRap karnay waalouN ko pesh aa sakti hai.......... aadmi maut k baad bhi ghamouN maiN ghir sakta hai ... 1-jokes.gif 1-jokes.gif

haha
kehtay to thik hain aap.........Ghalib nay apnay shair aam bandon kay liyay kahay hain....momin honay ka dawa khud bhi nahin kiya aur na hi talqeen ki kisi ko
KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(aaminah @ Oct 25 2007, 01:12 AM) [snapback]2544233[/snapback]


wow yeh nuskha to baray kaam ka hay imslow.gif

jee laikan sirf perhne ki had tak smile.gif
aqal manti hai laikan dil sath nahi deta...
Abu Adnan
QUOTE(M Kashif Nisar @ Oct 25 2007, 10:45 AM) [snapback]2544924[/snapback]
haha
kehtay to thik hain aap.........Ghalib nay apnay shair aam bandon kay liyay kahay hain....momin honay ka dawa khud bhi nahin kiya aur na hi talqeen ki kisi ko



kia naa ... poocha gaya ... well u r muslim? ... bolay aadhaa (muslim) ... (sharaab) peeta houN magar (pig) khataa naheeN.... E9.gif E9.gif woh ghaleban masjid say door rahnay aur koThay ki yaatraa ko 'khelaafay islaam' nahi samajhtay thay warna adhaa muslim honay ka dawaa nah kartay??? E21.gif
Kashif
QUOTE(KnOwN_StRaNgEr @ Oct 25 2007, 10:51 AM) [snapback]2544938[/snapback]
jee laikan sirf perhne ki had tak smile.gif
aqal manti hai laikan dil sath nahi deta...

dil to pagal hay na
kaisay manay ga smile.gif

bas ALLAH say sab kuch keh daalein aur ALLAH par hi chaurr dein........jo ALLAH kay nazdeek behtar ho wohi ALLAH say mangein
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Oct 25 2007, 10:52 AM) [snapback]2544945[/snapback]
kia naa ... poocha gaya ... well u r muslim? ... bolay aadhaa (muslim) ... (sharaab) peeta houN magar (pig) khataa naheeN.... E9.gif E9.gif woh ghaleban masjid say door rahnay aur koThay ki yaatraa ko 'khelaafay islaam' nahi samajhtay thay warna adhaa muslim honay ka dawaa nah kartay??? E21.gif

hehe
muslim honay ka kaha tha.......momin honay ka nahin
by defination to muslim thay na .....jaisa kay ab aksar muslim by defination hi hain
waisay kisi ko nuqsan to nahin pohanchatay thay na .....aisay banday ki ghaltiyaN koyahiyaN ALLAH muaf kar deta hay apni rehmat say
aaminah
QUOTE(KnOwN_StRaNgEr @ Oct 25 2007, 10:51 AM) [snapback]2544938[/snapback]
jee laikan sirf perhne ki had tak smile.gif
aqal manti hai laikan dil sath nahi deta...



well said,
dil hi ka to sara masla hay 0-baby.gif
Airy_Princess
Dear Hadea
agher yeh batien sab app khudh karty ho tou i think k appko zaroor kuch na kuch likhna chaheye smile.gif
kyunki u impressed me alot smile.gif really smile.gif
well buht hi sahi baat ki app ne ju cheez iinsaan ko na milly uss par dukh nahi karna chaheye kyunki ju cheez humari hathon ki lakeeron main hoti hai ya k humari kismat main hoti hai woh humien mill kar rehti hai smile.gif so woh log ju dhouka dien ya mill na sakien un par soag karna yar rog lagana bekaar hai smile.gif
hadeea
QUOTE(Abu Adnan @ Oct 24 2007, 09:18 AM) [snapback]2542451[/snapback]
wow kia khoob kaha hai ... ghum say nijaat paanayka kia akseer nuskha hai:

Jo Cheez haath main nahi us per HAQ kiasa?
aur jiss cheez par HAQ naheeN, oski mahroomi ka ghum kaisa ???


thnx alot
mr abu adnan
hadeea
QUOTE(M Kashif Nisar @ Oct 25 2007, 10:03 AM) [snapback]2544830[/snapback]
yeh baat to hay clapping3.gif

banday ko ALLAH say koi cheez bhi "HAQ" samajh kr nahin mangni chahiyay ......kiyonke kis ko kiya dena hay WOH achi tarah janta hay aur hum US ki hikmat ko nahin samajh patay aur ranj-o-gham ka shikar ho jatay hain.....agar banda MAALIK ki marzi par razi ho jayay aur apni khwahishaat ko US ki raza par chaurr dey to bohat sakon aa sakta hay zindagi mein

waisay to chacha ghalib keh gayay hain

qaid-e-hayat o band-e-gham asal mein donon aik hain
maut say pehlay aadmi gham say nijaat payay kiyun



u r rite kashif
hadeea
QUOTE(KnOwN_StRaNgEr @ Oct 25 2007, 11:51 AM) [snapback]2544938[/snapback]
jee laikan sirf perhne ki had tak smile.gif
aqal manti hai laikan dil sath nahi deta...



Acha hai dil k pass rahy pasban e aqal
lakin kabhi kabhi usy tanha bhi choor de

smile.gif
hadeea
QUOTE(Airy_Princess @ Oct 27 2007, 04:02 AM) [snapback]2549500[/snapback]
Dear Hadea
agher yeh batien sab app khudh karty ho tou i think k appko zaroor kuch na kuch likhna chaheye smile.gif
kyunki u impressed me alot smile.gif really smile.gif
well buht hi sahi baat ki app ne ju cheez iinsaan ko na milly uss par dukh nahi karna chaheye kyunki ju cheez humari hathon ki lakeeron main hoti hai ya k humari kismat main hoti hai woh humien mill kar rehti hai smile.gif so woh log ju dhouka dien ya mill na sakien un par soag karna yar rog lagana bekaar hai smile.gif



Thnx princess it was written by me
my sharings r just thinking stuff 4 brain jogging.
I like to read my hulchul family's views
thnx
Kashif
QUOTE(hadeea @ Oct 28 2007, 05:33 PM) [snapback]2552450[/snapback]
u r rite kashif

Thanks smile.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.