aik joke about them :
(kuch sardaar mil kar ek picnic ka program banaatay hain).... Bus hire ki jaati hai aor safar shuroo ho jaata hai.
raastay mein kahiin bus kharab ho jaati hai aor Driver apni koshish karnay k baad kehta hai :
"Sardaar paraawo, hoon taa'n takka ee laana pawo ga"...
ab gaari to dhakka lagna shuroo ho jaata hai....
"bus jitna aagay jaati hai utna hi peechay aa jaati hai"...
Driver bohat pareshaan hota hai, hairaan hota hai k aakhir kya baat hai
aakhir woh utar kar daikhta haiiii to kya daikhta haii:
"Jitnay sardaar bus ko peechay say dhakka laga rahay hotay hain, utnay hee aagay say lag rahay hotay hain..."