QUOTE(M Kashif Nisar @ Oct 30 2007, 03:19 PM) [snapback]2556284[/snapback]
Ya ALLAH .....!!
yeh sab kuch hum kartay hain aur musalman bhi kehtay hain apnay aap ko
kehtay hain aik deherya Pakistan aaya aur kuch din rehta raha aur phir kehnay laga kay main KHUDA kay wajood ka qail nahin tha ....laikin yahan aa kar ho gaya hoon......waqai iss mulk ko KHUDA hi qaim rakh raha hay.....warna yahan kay logon kay jo kaam hain ...to yeh insani bass ka kaam nahin
sahi kahaa aap nay (bay shak ittefaaq say hi kaha ho

)
hamaray mulk maiN to iss say bhi zeyadah hota raha hai ... yeh to mahaz aik sharabi ki roodaad hai jo oss nay aik do ghaNtay maiN bayaan ki hai....... aisee kahaaniyaaN agar tamaam likhi jasakaiN to aik library bhi kam paRegi.