
Sonu Junoon!!! yaar ghussa

kiun ker rahay hain ,, woh sirf picture hi khaich rahay hain,,, itnay ghussay say na dekahin,, ham to pehle hi kamzor dil walay hain,,,,

wah jee wah,, aap kee smile per main

qurban na jaoon????

lagta hai Cool Leo kafeeee sanjeeda mizaaj hain

,,,,, sur Sir jee kaafeee khush lag rahay hain,,,,,,

khatay rahain janab,,,

khatay rahain,, sirf picture hi to hai,,,,,,,,,,,,, aap to sab kuch chor ker hi beth gaye hain,,,,,,,

Sonu Junoon!!! kha lain,, kha lain ,,, phir ek saal intizaar kerna parhay ga

shaid G2G ka,,,,, aap ko pose baarrrra dangerous hai,,

waqai camera kee aankh baarrrreee zalim hotee hai,
ohh mujhay lagta hai keh Cool Leo ham sab se ya to naraz hain ya phir waisay hi gumsum bethay hain,,,,,,, kaheen ham se koi ghalti to nahin ho gayee Cool Leo?????
pata nahin aap ne kisi se baat bhi kee hai ya nahin???

Nice picture,,,,,,,,,,,,,,,,, G2G ka pata to chal raha hai na!!!!!!
(PIC BY BIG B)
Nice & memorable picture.......
I think u will not mind these comments. These are just for fun.
May ALLAH bless u all.