behnoo bhaiyoon
aik Member jo k Braveheart kehlaye jatay hain (actual hain nahi ) unho ne rotay dhotay opppsss i mean to say k kafi koshishoon k baad
2000 posts complete ker lii hain
aap sab unko Mubarak baad zaroor dain ta k un k hoslay aur buland ho jayen
Fahad ........... sab se pehlay to aap ko Meri teraf se bohaaaaaaaaat bohaaaaaat Mubarak ho
baqi baad main abhi sab khud aa ker aap ko WOH dain dain yani k mubarak baad