QUOTE(hadeea @ Nov 2 2007, 01:04 AM)

thnx 4 ur reply kashif sahib
main yahi kahna chahti thi .main jaan bhuuj ker explain nahi kerti takah readers khud sochain ,demaagh per zoor deen
khony per insaan k jo reactions hoty hain un ko control kerna ana chahye. aur liana aur dena to ap samajh hi chuky hain.
thnx again to pick my point of view
regards 
you

janab
thats good kay main nay woh samajh liya jo kaha bhi nahin gaya ........main to yani samajhdar ho gaya hoon

khush rahein aur achi achi batein share karti rahein