AOA subhan ALLAH har kisi ka itna zarf nahin hota kay aisay kaam kar sakay issi liyay to buzurgon ki khidmat ka ajar hay itna issay share kar kay kuch naiki to aap nay yaheen kama li
usman dear yeh kis ki tahreer hay?
Bore Na Kar
Nov 2 2007, 01:59 PM
Ahhh v beautiful sharing,
kash hum loag kabhi apnay parents ko burhaapay mein tanha na chhorein.
KnOwN_StRaNgEr
Nov 3 2007, 08:31 AM
QUOTE(M Kashif Nisar @ Nov 1 2007, 10:22 PM)
AOA subhan ALLAH har kisi ka itna zarf nahin hota kay aisay kaam kar sakay issi liyay to buzurgon ki khidmat ka ajar hay itna issay share kar kay kuch naiki to aap nay yaheen kama li
usman dear yeh kis ki tahreer hay?
walikum salam sorry dear writer ka nahi pata jab main try karta hon pata chala to hazir
sahera
Nov 3 2007, 11:02 AM
zabardast sharinG...bahoot baree azmaish hoti hay yeh buzurGon ki hur baat ko bardashat karna.unhien khush rakhna..
tihami
Nov 3 2007, 05:25 PM
bohat khoob...
waisay tahreer k tareeqay say tu yah jawaid choudhary ka column lagta hay.....
KnOwN_StRaNgEr
Nov 3 2007, 05:56 PM
QUOTE(tihami @ Nov 3 2007, 05:25 PM)
bohat khoob... waisay tahreer k tareeqay say tu yah jawaid choudhary ka column lagta hay.....
thanks not sure about writer
Kashif
Nov 3 2007, 10:53 PM
QUOTE(KnOwN_StRaNgEr @ Nov 3 2007, 08:31 AM)
walikum salam sorry dear writer ka nahi pata jab main try karta hon pata chala to hazir
ok dear pata chalay to bata dijyay ga
Silent_Ocean
Nov 5 2007, 04:21 AM
Bohat Khubsurat Post Usman
Pata Kiya Aisey Logon Ko Dekh K Mujhey Hamesha Rona Aata Aur Khawish Obharti Hai Ke Kaash Mere Bas Mein Hota K Mein Inn Ko Iss AAZAAB Se Nijaat Deti... Kal Ko Hamne Bhi Burha Hona Hai Hamaare Saath Bhi Aisa Ho Sakta Hai
shagufta_1
Nov 14 2007, 10:41 AM
zaburdust............. 10 out of 10...
thanks for sahring
aaminah
Nov 14 2007, 12:11 PM
bohat hi achi sharing lagi,, n am agreed wid sahera,its really hard to spend time wid "older" pplz aur Hazrat Muhammad PBUH ki saying bhi to hay k "bhurhapay main apnay walidain ko uff tak bhi na kaho"
bohat acha column likha hay,,jis nay bhi
* SOZ *
Nov 14 2007, 09:52 PM
Excellent Sharing...
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.