QUOTE(tihami @ Nov 3 2007, 06:21 PM) [snapback]2562000[/snapback]
tu AA bhai aap k khyaaal main yah suicidal attackers jis sad feesad yakeen ko laay kar yah attacks kar rahya haain kia yah sahee hay??
Agar hamaree political powers mazboot houteen tu fouj ko bhi baar baar anay ka raasta na milta..
rahee baat suicidal attacks ki tu chahay amal hu chahay radd-e-amal aap kisi bhi soorat main is ki tayeed nahen kar saktaay........
aik ghalat cheeze k rad-e-amal main doosree ghalat cheeze karnay say ghaltyaan ziada hi houte haain kam nahen..
pehli baat main iin dhamkoun ko khodkas hamla nehi manta...........kiyoun keh aaj tak koi saboot nehi mila. tarbela main ju dhimka howa tha kam az kam odher say tu saboot mil jana chiyeh tha odher sub fuji theyh.... bhhir ka koi nehi tha...........
khi main ju howa odher yeh sar tanghain mila kar koch bhi keh saktay thay par idher bhi nadra nay jiwab dey diya keh sory........
1979 say 1989 tak pakistani awam marti rehi sarkoun par oss waqaat car bomb mashor thi keh car boamb dhimaka ho ghiay oss waqaat army kiyoun nehi mari...
or aaj ziyda tar army mar rehi hai why? jab keh usa bhi ramy kay sath hai..
kash ju logh khodkas hamloun par itni batin kartay hain wu army waloun say bhi pochain wzirstan par hamla kiyoun kiya oss par bhi bolain....... lal masjid kiyoun tabha ki ghai pora ka pora madrasa taba kar diya ghiya koi nehi bola odher kisi ko islam nehi yad aata.......or jab koi dhimka ho jayeh tu islam islam karnay lagh jatay hain