
iss minar par kiya koi deshat ghar chupa betha tha?
jis ko marnay kay lieyh iss minar ko shaeed kiya ghiya
ghaor karin............. speekr par ju nishan hain choti ghaoliyoun kay hain....
jab keh minar par jo koch anzer araha hai........ wu gholiyoun say nehi ho sakta itna nuksan...........
or ghalban jahaan tak mujyeh yad hai lal masjid ki bijli tak kaat di ghai thi............ mutlib..speeker use nehi kiyeh jasaktay thay.......tu phir eysa kiyoun kiya ghiya?
aab dosri tasweer dekhain..............

goc kehti thi keh masjid main deshat ghard thay
ok
par yeh sub kis nay kiya....................
pakistan ki army ko nafraat lal masjid waloun say thi par quran pak ki yeh behurmti................ kis khaty main jayhe ghi?

yeh lanti V ka ju nishan bina raha hai.................
kash india kay sath larta ya oss par yeh yeh V binta tab baat ho ti..............
kash e kash jis jis nay army ki taruf say hisa liya tha koi list banti............
ya pata chal sakyeh naam or ilaqa etc..........
ta keh pata chailyeh jasakyeh keh yeh kis ksiam kay musalman thay or oss aky baad iin ki maout kesayeh hoi.............kis haalt main hoi.... etc...........