Good Article. AA meyn bhi yeh hi article share kerney wla tha acha howa pehley dekhlya
Abu Adnan
Nov 20 2007, 02:00 PM
QUOTE(~Saraj~ @ Nov 20 2007, 01:25 PM) [snapback]2585069[/snapback]
Good Article. AA meyn bhi yeh hi article share kerney wla tha acha howa pehley dekhlya
lagta hai meri saazish baar aawer horahi hai ... HC par fikar angaiz (mokhtalif maktabah e fikar k) articles /colums re-produce karnay kay jiss kaam ka maiN nay barsouN qabal aaghaaz kia thaa ab yehi kaam aap samait bahoot say deger ahbaab nay bakhoobi sambhaal lia hai... goya ab maiN sakoon say yahaaN say inteqaal farmaa sakouNga.
~Saraj~
Nov 20 2007, 02:15 PM
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 20 2007, 02:00 PM) [snapback]2585109[/snapback]
lagta hai meri saazish baar aawer horahi hai ... HC par fikar angaiz (mokhtalif maktabah e fikar k) articles /colums re-produce karnay kay jiss kaam ka maiN nay barsouN qabal aaghaaz kia thaa ab yehi kaam aap samait bahoot say deger ahbaab nay bakhoobi sambhaal lia hai... goya ab maiN sakoon say yahaaN say inteqaal farmaa sakouNga.
AA aap ki kami to mehsos hoti hey aur her baar aap se milney ki umeed meyn yahan chala aata hon ....bohat kam nazer atey heyn HC per by d way kya nai masrofyat heyn ajkal
Iss section ki sab se aci baat yeh hey ke yahan sab log ikhtelaf-e-raey zaror kertey heyn mager ek dosrey ki respect ke sath..
Aur yeh mulk HC section aap ke inteqal ka mutaham'mil naheen ho sakta isliey apney kahey ko ghalat janiey aur yahen qyam pazir raheyn
Bohat healthy environment hey iss section ka FTM ki trah
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.