QUOTE(Karachiwala @ Nov 22 2007, 11:38 AM) [snapback]2588275[/snapback]
Imran ke chiragh talay bhi andhaira hai...
sochney ki baat yeah hey,,,, ke chalo imran tu wahan chala gya,,,, lekin Ch. Ijaz ne Nasarullah guraya, hafiz yaqoob samait poori IJT ki top management ko kaisey qa'ail ker liya,,, iss tarah ki karwai kerney ke liye,,, lagta hey JI kuch ziada hi khissya gai hey,,,, aup abb be-saropa taweelain paish kya ja rahi hey,,,, ya phir Imran ne jo ma'afi qabool ker ke jo oposition ki safoon main inteshaar paida honey se bacha liya hey,,,, uss pe taleeef ho rahi hay,,, kion ke being B-team,,, iss tarah tu inka wo plan flop ho gya tha,,, jis ke zariye inhoon ne oppostion main khaleej ko mazeed wasee kerna tha,,,