QUOTE(saima56 @ Nov 21 2007, 12:29 PM) [snapback]2586948[/snapback]
na hii aap ka kehna sa jamait kahatam hoojaye gii aur na hii tamam students siasaasi tanzeemain khatam hoosakti hain.. iss silsala mai chaha jitna cheekh laiin aap..
iss ka tariqa doosra hai, student union ko bahal karain first..taka talba k paas apni rauye daina ka ikhtayaar hoo.. union ka election mai sab hisaa laiin ga joo hoosakta hai talba ghair siasaasi shaks ko muntakhib kar daiin ya hoo sakta hai ka kissi ideology rekhna wala ko.. aur ehtasaab ka haq talba ka paas ajaye ga..
baki aap tasub ki bunyaad per jitna cheekh laiin. ya sadqa dil sa bhi aap ko koi shikayat hai too kuch nahi hoosakta..
Saima sis,,, apka kya khyal hey,,, ke union ke bahal honey se yeah masail hal ho jain gey,,,, kabhi nahin,,,, elections main yeah jamatain kissi ghair syasi student ko tu khara honey hi nahin dain gi,,, aur nataij wohi rahain gey,,, jis ka jahan hold hey,,, wo wahan jeet jaye gi,,, aur kuch nahin ho ga,,, ke inki ghunda gardi ko qanooni hasiat mil jaye gi
hostal pe qabzey aisey hi rahain gey,,,, chahye kissi zaroorat mand ya merit waley ko milley ya na milley,,, inko koi masla nahin ho ga,,, aur agar koi kaam kerwana hey,,, tu inkey sath shamil ho jao
student unions iss nehaj pe pohanch chuki thi,,, inki ghunda gardi,,, inki man-maniaan,,, inki tarf-dariaan,,,,,,, ke usko ban kerna zaroori ho gya tha,,,wo students ke liye nahin balkey apney liye kaam kerti thin,,, lekin agar universities se student organizations ko khatam kerna hey,,, tu pahley colleges se khatam kerni hoon gi
akhir west main politically affliated student unions kion nahin hotin ???