Help - Search - Members - Calendar
Full Version: << Un Sey Keh Dey Koie >>
HulChul.NET > Masti - Masti > Male Gossip
Pages: 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10, 11, 12, 13, 14, 15, 16, 17, 18, 19, 20
shahrafiq
k hum dekha day gay
**Gohar
k ... Aaj bhee .. buss aaj he hay .... ye aynda kab aaey gee....!!
qadar_95
keh chup kar jain plz
**Gohar
k .. apna asal Qad dekhna ho tou apni Tangon par kharey hona seekho .... !!!
aaminah
k aj kafi sardi thi
**Gohar
k ... aaj mujhey bhe A.C slow karna para
shahrafiq
un se kah day k mujy parshaan na karay
**Gohar
k .. kuchh naya bhe hona chahiey .. !!
Masoom_Pari
K .............. aaj khana woh banayen gay
**Gohar
k ... koi naee farmayesh karain .. ye tou roz marrah k umoor hain .. 1-embaressed_smile.gif
Masoom_Pari
un se keh day koi ............... k aaj woh lot hi ayen
**Gohar
k ..loutney k liey .... jana zroori hota hay.......!!!
Masoom_Pari
Oo janay walay reeeeeeee ........... tehro zara ruk jao ........... lottttttt aao lot aaaaaaaaao
**Gohar
k ... aaj puraani Rahon sey .. koimujhey awaaz na dayyyyyy..... 0-16_angry.gif
Masoom_Pari
k ......... hum to wesay k wesay hain jesay aaj se 10 saal pehlay thay ( yeh sab beauty parlour ka kamal hai gig.gif )
**Gohar
k ... ab pata chal gaya .. aap k dil ki mazbooti ka bhee.... krakrani.gif
Masoom_Pari
k ........... Mazboot dil aur Mazboot iradoon walay hi manzil ko patay hain
**Gohar
k .. kis manzil tak jana hay .. Aisha Manzil.. ya Saed manzil ... drive.gif
Kanch k1 gur1a
.... k bas ab bahut hogaya
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
................ k humara din bze
**Gohar
k ... iss tarah Cell off na rakha karain ... !!
shahrafiq
k ........ bata day kes tarh kia keray
qadar_95
mojaan karo
shahrafiq
un se kah day koi .................... k bohat upset hoon main
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
.............. k ab main kuch bze
classic
k mai ache marks se pass ho jao
**Gohar
k ... mujhey bhook lag rahi hay ... !!
Kanch k1 gur1a
..... ke khana kha forun se wapas aayien
shahrafiq
k ....................loi nahi hai yahan
Kanch k1 gur1a
........ inni kum baat kun ki
shahrafiq
kk...............office work jo ker rahe thi
Kanch k1 gur1a
....... ke mujhe ab neendo aayi hai bored2.gif
shahrafiq
k.................app soonay ja rahe hain kia?
Kanch k1 gur1a
............. k mujhe chakkar aarahe hain
angeleye
k aap ko chaliya nahi khani chyea thee 1-embaressed_smile.gif unsure.gif
Kanch k1 gur1a
.......... main chaliya nai khati... kha loon to sir chakra jata hia.. woh to colleague ne kaha to maine uska dil rakhne ke liye kha li crying_anim.gif
classic
k me ka ser ka dard thek ho jaye
angeleye
k next time se ahtayat karyani ga chaya wo colleague he q na ho
shahrafiq
k.......apna khiyal rakha keray
**Gohar
k .. aaj kuchh dair k liey .. aa he gaya hoon .... !!!
shahrafiq
k..........roz he time nekla lia karay thora se
**Gohar
k ... Roz mumkin nahin hota naa.... Faasla boht hay.. net aur merey darmiyan .... !!
KamlaJatt
Unsaiy keh do k you'n naa howa karai'n naaraz
Khul naa jayeh younhi kahin mohabat ka raaz D.gif
Thirsty Sea
On say keh day koee.....
















sar mein bara dard horaha hay, akay dabadooo 0-sosad.gif
Kanch k1 gur1a
.......... mujhe abhi bahut kaam karne hain
**Gohar
k ... Quied ne farmaya .. kaam kaam ... aur musalsal kaaam...........!!!
Kanch k1 gur1a
...... ke mujhe hansi aarahi hia
**Gohar
k ... aisey na hansa karain ... 1-jokes.gif
Kanch k1 gur1a
......... ke main abhi songs sun rahi hun
**Gohar
k .. mera net boht slow hay ... aaj
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.