Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Pu Incident
HulChul.NET > Current Affairs & Politics > Current Affairs / Kashmir Issue
Pages: 1, 2
Abu Adnan
PU incident par aik mail milli hai. socha k share kar douN. wazah rahay k iss mail k text say AA, MJB, Kashif ka muttafiq hona zaroori naheeN. E21.gif

Abu Adnan
LEADER
Thanx for this sharing...

Doosra rukh bi samney aana chaiye !
~Saraj~
Yeh wala rukh merey samney already tha. 1-embaressed_smile.gif
Aur mughey iss sher meyn e bhi kher ki naveed mil rahi hey
Abu Adnan
QUOTE(~Saraj~ @ Nov 23 2007, 12:24 PM) [snapback]2589383[/snapback]
Yeh wala rukh merey samney already tha. 1-embaressed_smile.gif
Aur mughey iss sher meyn e bhi kher ki naveed mil rahi hey

aap baray naseeb waalay ho bhai k ...

naveed aap ko mil rahi hai. chalo koi to aap ko bhi milli
E21.gif
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 23 2007, 12:35 PM) [snapback]2589408[/snapback]
aap baray naseeb waalay ho bhai k ...

naveed aap ko mil rahi hai. chalo koi to aap ko bhi milli
E21.gif

Meyn ne naveed ki baat k hey aap naveeda kyun keh rahey heyn smile.gif
Abu Adnan
QUOTE(~Saraj~ @ Nov 23 2007, 02:06 PM) [snapback]2589569[/snapback]
Meyn ne naveed ki baat k hey aap naveeda kyun keh rahey heyn smile.gif

shayad aap issay mazaaq samjhaiN, lekin yeh haqeeqat hai k hamaray M.Sc. ki class maiN ak Mr. navaid thaa aur aik Ms. naveed thee.... naveedah to suparlative degree lagti hai. E9.gif E9.gif
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 23 2007, 02:32 PM) [snapback]2589593[/snapback]
shayad aap issay mazaaq samjhaiN, lekin yeh haqeeqat hai k hamaray M.Sc. ki class maiN ak Mr. navaid thaa aur aik Ms. naveed thee.... naveedah to suparlative degree lagti hai. E9.gif E9.gif

look.gif

1-baatcheet.gif
Kashif
hahahahahaha

jamiat ko beyqasoor sabit karnay ki aik aur mazahiya koshish :P

aalazarfi aur jamiat 2 mutazaad cheezein hain

jamiat shidat pasand jahilon ko group hay aur in samiat sab siyasi jamaton say taleemi idaron ko pak kar dena chahiyay
Daylight
Agar jamiyyat ka wakai mein ye mauqaf tha aur hai k siyasi shakhsiyaat ko universities mein nahin anay diya jaye ga

to sirf 2 din k baad unka mauqaf badal kyun gaya?? aur wo ab ye eelan kyun kar rahay hain k imran khan ko PU mein istaqbaliya dein gay ??
Abu Adnan
QUOTE(Daylight @ Nov 24 2007, 02:47 AM) [snapback]2590404[/snapback]
Agar jamiyyat ka wakai mein ye mauqaf tha aur hai k siyasi shakhsiyaat ko universities mein nahin anay diya jaye ga
to sirf 2 din k baad unka mauqaf badal kyun gaya?? aur wo ab ye eelan kyun kar rahay hain k imran khan ko PU mein istaqbaliya dein gay ??

yeh jamiat ka nahi balkay muttahdah talbah mahaaz ka faislah thaa, jiss maiN jamiat bhi shamil hai ... jamita ka kahna hai k imran khan nay ossay yeh moqah nahi dia k jamiat mahaaz ko imraan k aanay par raazi karsakay.... ab jamiat ki mahaaz k saath yeh understanding hai k chouNkay hum political leaders ko PU maiN aanay say nah rok sakay lehaza ab onkay aanay par koi pabandi lagana monasib nahi.... khair maTTy pawo jawo ... jamiat /jamaat ki badnaami hona thee hogayee.... ghalati ki sazaa to ossay mil hi gayee khaah koi maanay ya nah maanay.... sanu ki
Abu Adnan
QUOTE(M Kashif Nisar @ Nov 23 2007, 05:34 PM) [snapback]2589926[/snapback]
hahahahahaha

jamiat ko beyqasoor sabit karnay ki aik aur mazahiya koshish :P

aalazarfi aur jamiat 2 mutazaad cheezein hain

jamiat shidat pasand jahilon ko group hay aur in samiat sab siyasi jamaton say taleemi idaron ko pak kar dena chahiyay

chalo 'mazaa' to aayaa nah aap ko ....muft mai|N entertain kardia jamiat nay aap ko... E9.gif E9.gif
Daylight
QUOTE
khair maTTy pawo jawo ... jamiat /jamaat ki badnaami hona thee hogayee.... ghalati ki sazaa to ossay mil hi gayee khaah koi maanay ya nah maanay.... sanu ki

hahaha bilkul sahi.
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 24 2007, 10:46 AM) [snapback]2590608[/snapback]
chalo 'mazaa' to aayaa nah aap ko ....muft mai|N entertain kardia jamiat nay aap ko... E9.gif E9.gif

Usuf bhai zara hola hath rakheyn apna munda hey E21.gif
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 24 2007, 10:45 AM) [snapback]2590604[/snapback]
yeh jamiat ka nahi balkay muttahdah talbah mahaaz ka faislah thaa, jiss maiN jamiat bhi shamil hai ... jamita ka kahna hai k imran khan nay ossay yeh moqah nahi dia k jamiat mahaaz ko imraan k aanay par raazi karsakay.... ab jamiat ki mahaaz k saath yeh understanding hai k chouNkay hum political leaders ko PU maiN aanay say nah rok sakay lehaza ab onkay aanay par koi pabandi lagana monasib nahi.... khair maTTy pawo jawo ... jamiat /jamaat ki badnaami hona thee hogayee.... ghalati ki sazaa to ossay mil hi gayee khaah koi maanay ya nah maanay.... sanu ki

Abb pachtawey kia hoot
jab chiryan chug gai khet
LEADER
QUOTE(Daylight @ Nov 23 2007, 09:47 PM) [snapback]2590404[/snapback]
Agar jamiyyat ka wakai mein ye mauqaf tha aur hai k siyasi shakhsiyaat ko universities mein nahin anay diya jaye ga
to sirf 2 din k baad unka mauqaf badal kyun gaya?? aur wo ab ye eelan kyun kar rahay hain k imran khan ko PU mein istaqbaliya dein gay ??

Mohtram, zair-e-nazar column maiN aap ki baat ka jawab mojood hai....yeh rooz nama Jasarat se liya giya hai (mera is se mutafiq hona zaroori nahi):

Abu Adnan
QUOTE(~Saraj~ @ Nov 24 2007, 12:41 PM) [snapback]2590940[/snapback]
Abb pachtawey kia hoot
jab chiryan chug gai khet

pachta kaun raha hai bhai .... onhouN nay to apni ghalti maan kar zimmah daaraan k khelaaf action bhi lay lia ... imran nay jamiat ko maaf karkay oskay khelaaf kuch bolnay say inkaar kardia ........... albatta aap k sohna manda aur deger sahafi apni tajzeya nigaari ki hamaqat say qaum ko apni amaqat dikhla rahay haiN ... per sanu ki
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 24 2007, 01:16 PM) [snapback]2591040[/snapback]
pachta kaun raha hai bhai .... onhouN nay to apni ghalti maan kar zimmah daaraan k khelaaf action bhi lay lia ... imran nay jamiat ko maaf karkay oskay khelaaf kuch bolnay say inkaar kardia ........... albatta aap k sohna manda aur deger sahafi apni tajzeya nigaari ki hamaqat say qaum ko apni amaqat dikhla rahay haiN ... per sanu ki

Usuf bhai hum abhi bhi hatmi tor per nateja akhaz naheen ker saktey ke agencies apney maqasid meyn kamyab ho gai heyn ya naheen lakin yeh Mush ki tarkish ka akhri teer tha jo unhon ne JI aur Imran ke dermyan phoot dalney ke liey stage kia tha
~Saraj~
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 24 2007, 10:46 AM) [snapback]2590608[/snapback]
chalo 'mazaa' to aayaa nah aap ko ....muft mai|N entertain kardia jamiat nay aap ko... E9.gif E9.gif

humm
yeh aap ki baat achi hay kay jahan guftago ka rung badalnay lagta hay aap usay aisi baat kar kay normal kar detay hain smile.gif
Kashif
QUOTE(~Saraj~ @ Nov 24 2007, 12:35 PM) [snapback]2590901[/snapback]
Usuf bhai zara hola hath rakheyn apna munda hey E21.gif

hath jaisa bhi rakhein Abuadnan koi gal nahin saraj bhai

hum bhi kachi golyan nahin khelay huway shades.gif E9.gif
Abu Adnan
QUOTE(M Kashif Nisar @ Nov 24 2007, 07:25 PM) [snapback]2591426[/snapback]
humm
yeh aap ki baat achi hay kay jahan guftago ka rung badalnay lagta hay aap usay aisi baat kar kay normal kar detay hain smile.gif

aap ki yeh baat bahoot achi hai k .. bil.aakhir aap ko meri koi baat to achi lagi. E9.gif E9.gif bhai hanstay moskoratay raha karo ... bahas mobaahesa aur ekhtelaafay roy kartay howay bhi ... sada khush raho
Abu Adnan
QUOTE(M Kashif Nisar @ Nov 24 2007, 07:34 PM) [snapback]2591435[/snapback]
hath jaisa bhi rakhein Abuadnan koi gal nahin saraj bhai

hum bhi kachi golyan nahin khelay huway shades.gif E9.gif

iqraar ki soorat hai inkaar say zaahir icon_peace.gif

bachpan maiN kanchay (pakki goliyaaN) khoob kheltay rahay ho. yaqeenan haath bhi ganday kiyeh houngay aur kapray bhi ... aur iss baat par baybay say pitay bhi hogay...(yeh aam moshahidah hai koi zaati tajarbah naheeN E21.gif ) jabhi to hamaray quaid nay har qism ki goliyaaN khelnay ko naa pasanad kia kartya thay.
E9.gif E9.gif
Abu Adnan
QUOTE(~Saraj~ @ Nov 24 2007, 12:35 PM) [snapback]2590901[/snapback]
Usuf bhai zara hola hath rakheyn apna munda hey E21.gif

jo hukm sarkaar ... aap ka (sohna) munda aap ko mobarak ho ... ab hum nay aap kay munday par say apna haath oTha lia hai ... ab aap apna haath rakh saktay haiN.... icon_peace.gif
MJB
AA bhai

JI aur IJT ke kam-o-baish nisf darjan se mukhtalif coulmns iss waqiye ki safai main aye hain,,, jin main se har article kissi aur article ki nafi ker raha hey,,, ya koi nya shosha chor raha hey,,,,, agar apni ghalti ki parda poshi ke liye hi efforts kertey rahain gey,,, tu kahi bhi musharraf ko nahin hata sakain gey,,,, Imran ne issi liye pahli baat hi yeah ki thi ke ussey koi gilla nahin,,, sab mil ke amriat ke khilaf jid-o-jihad karain

jab tak aap well directed aur well oriented nahin hoon gey,,, tab ke kuch achive nahin ker saktey,,,, aur result main aisey hi useless columns produce kertey rahain gey
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 25 2007, 09:05 AM) [snapback]2591964[/snapback]
aap ki yeh baat bahoot achi hai k .. bil.aakhir aap ko meri koi baat to achi lagi. E9.gif E9.gif bhai hanstay moskoratay raha karo ... bahas mobaahesa aur ekhtelaafay roy kartay howay bhi ... sada khush raho

hehe
haan jo baat achi lagi woh bata di main nay icon_peace.gif
waisay iss say aap ki zihanat ka bhi pata chalta hay kay jab jawab na dena chahtay hoon aap kisi baat ka tab bhi aisa kaam kar guzartay hain E9.gif
aap bhi khush rahein smile.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 25 2007, 09:09 AM) [snapback]2591966[/snapback]
iqraar ki soorat hai inkaar say zaahir icon_peace.gif

bachpan maiN kanchay (pakki goliyaaN) khoob kheltay rahay ho. yaqeenan haath bhi ganday kiyeh houngay aur kapray bhi ... aur iss baat par baybay say pitay bhi hogay...(yeh aam moshahidah hai koi zaati tajarbah naheeN E21.gif ) jabhi to hamaray quaid nay har qism ki goliyaaN khelnay ko naa pasanad kia kartya thay.
E9.gif E9.gif

hahaha
issi liyay main qaid kay kehnay kay mutabiq golyan waghaira sirf muhawray ki had tak khela hoon asal mein nahin icon_peace.gif

albata aap ki baton say lagta hay kay aap shayd .......yeh kaam kartay rahay hain E9.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 25 2007, 09:14 AM) [snapback]2591968[/snapback]
jo hukm sarkaar ... aap ka (sohna) munda aap ko mobarak ho ... ab hum nay aap kay munday par say apna haath oTha lia hai ... ab aap apna haath rakh saktay haiN.... icon_peace.gif

sohna munda ? look.gif
Abu Adnan
QUOTE(MJB @ Nov 25 2007, 06:14 PM) [snapback]2592238[/snapback]
AA bhai

JI aur IJT ke kam-o-baish nisf darjan se mukhtalif coulmns iss waqiye ki safai main aye hain,,, jin main se har article kissi aur article ki nafi ker raha hey,,, ya koi nya shosha chor raha hey,,,,, agar apni ghalti ki parda poshi ke liye hi efforts kertey rahain gey,,, tu kahi bhi musharraf ko nahin hata sakain gey,,,, Imran ne issi liye pahli baat hi yeah ki thi ke ussey koi gilla nahin,,, sab mil ke amriat ke khilaf jid-o-jihad karain

jab tak aap well directed aur well oriented nahin hoon gey,,, tab ke kuch achive nahin ker saktey,,,, aur result main aisey hi useless columns produce kertey rahain gey

bilkul sahi
Abu Adnan
QUOTE(M Kashif Nisar @ Nov 25 2007, 09:02 PM) [snapback]2592484[/snapback]
hehe
haan jo baat achi lagi woh bata di main nay icon_peace.gif
waisay iss say aap ki zihanat ka bhi pata chalta hay kay jab jawab na dena chahtay hoon aap kisi baat ka tab bhi aisa kaam kar guzartay hain E9.gif
aap bhi khush rahein smile.gif

adb.gif adaab arz hai adb.gif

aap bhi to zaheen zaheen say lagtay ho, jabhi to kissi ki zehanat ko read kar letay ho ... 1-afsana.gif

E9.gif E9.gif
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 25 2007, 09:14 AM) [snapback]2591968[/snapback]
jo hukm sarkaar ... aap ka (sohna) munda aap ko mobarak ho ... ab hum nay aap kay munday par say apna haath oTha lia hai ... ab aap apna haath rakh saktay haiN.... icon_peace.gif

Usuf bahi rose.gif kashif ka aap ka hath hi pasand hey bas holla rakhne ki derkhawast hey (jo ke na manzor bhi ki jaskati hey E21.gif )

E9.gif E9.gif E9.gif
~Saraj~
QUOTE(M Kashif Nisar @ Nov 24 2007, 07:34 PM) [snapback]2591435[/snapback]
hath jaisa bhi rakhein Abuadnan koi gal nahin saraj bhai

hum bhi kachi golyan nahin khelay huway shades.gif E9.gif

Theak hey usuf bhai aap ne jesa hath rakha howa hey wesa hi rehney deyn aab Kashif ko maza aaney laga hey krakrani.gif
Abu Adnan
QUOTE(~Saraj~ @ Nov 26 2007, 09:46 AM) [snapback]2593145[/snapback]

aap ka yeh HUKM bhi sar aankhouN par E21.gif
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 26 2007, 09:55 AM) [snapback]2593150[/snapback]
aap ka yeh HUKM bhi sar aankhouN par E21.gif

Tussi mahaan ho usuf bhai E21.gif
Kashif
QUOTE(~Saraj~ @ Nov 26 2007, 09:45 AM) [snapback]2593144[/snapback]
Usuf bahi rose.gif kashif ka aap ka hath hi pasand hey bas holla rakhne ki derkhawast hey (jo ke na manzor bhi ki jaskati hey E21.gif )

E9.gif E9.gif E9.gif

hath pasand ya napasand to alag baat hay laikin yeh hay kay in say 2,2 hath karnay mein lutf aata hay E9.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 26 2007, 09:02 AM) [snapback]2593118[/snapback]
adb.gif adaab arz hai adb.gif

aap bhi to zaheen zaheen say lagtay ho, jabhi to kissi ki zehanat ko read kar letay ho ... 1-afsana.gif

E9.gif E9.gif

hehe
aap kehtay hain to shayd aisa ho ga 1-afsana.gif
waisay main to zaheen nahin samajhta apnay aap ko
Kashif
QUOTE(~Saraj~ @ Nov 26 2007, 09:46 AM) [snapback]2593145[/snapback]
Theak hey usuf bhai aap ne jesa hath rakha howa hey wesa hi rehney deyn aab Kashif ko maza aaney laga hey krakrani.gif

hehe
lagta hay aap iss marhalay say guzar chukay hain E9.gif krakrani.gif
Abu Adnan
QUOTE(M Kashif Nisar @ Nov 26 2007, 01:12 PM) [snapback]2593434[/snapback]
hehe
aap kehtay hain to shayd aisa ho ga 1-afsana.gif
waisay main to zaheen nahin samajhta apnay aap ko

zaheen log kabhi khud ko zaheen nahee samajhtay..... maiN bhi kabhi khud ko zaheen nahee samajhta (houN na zaheen E21.gif ) albatta zaheen log doosray ki zehanat ka fauran etraaf karletay haiN ... jaisay maiN aap k aur aap mer zahanat k qaail hain.... E9.gif E9.gif E9.gif
Abu Adnan
QUOTE(M Kashif Nisar @ Nov 26 2007, 01:13 PM) [snapback]2593436[/snapback]
hehe
lagta hay aap iss marhalay say guzar chukay hain E9.gif krakrani.gif

shayad aap ko yeh maloom hochuak hai k saraj bhai "Nawaab.Shaah" say hain. jo nawaabouN aur shaahouN ki sarzameen hai ... nawaabouN kay 'shauq' say kaun waaqif naheeN. krakrani.gif
~Saraj~
QUOTE(M Kashif Nisar @ Nov 26 2007, 01:12 PM) [snapback]2593432[/snapback]
hath pasand ya napasand to alag baat hay laikin yeh hay kay in say 2,2 hath karnay mein lutf aata hay E9.gif

Yani rehna UsufBhai ke hi hathon meyn chahtey ho E21.gif
~Saraj~
QUOTE(M Kashif Nisar @ Nov 26 2007, 01:13 PM) [snapback]2593436[/snapback]
hehe
lagta hay aap iss marhalay say guzar chukay hain E9.gif krakrani.gif

Samnader kinarey reh ker bhi samnader ki gherai ka andaza lagaya ja sakta hey samander meyn uterna hi zarori naheen hota 1-bachondunia.gif
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 26 2007, 01:34 PM) [snapback]2593478[/snapback]
shayad aap ko yeh maloom hochuak hai k saraj bhai "Nawaab.Shah" say hain. jo nawaabouN aur shaahouN ki sarzameen hai ... nawaabouN kay 'shauq' say kaun waaqif naheeN. krakrani.gif

Usuf bhai aap to kafi expereinces hongey Nawabon se bachney ke afterall aap bhi to Nawab Shah sey zyada door naheen paye jatey... heyn na E21.gif
E9.gif E9.gif E9.gif
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 26 2007, 01:32 PM) [snapback]2593475[/snapback]
zaheen log kabhi khud ko zaheen nahee samajhtay..... maiN bhi kabhi khud ko zaheen nahee samajhta (houN na zaheen E21.gif ) albatta zaheen log doosray ki zehanat ka fauran etraaf karletay haiN ... jaisay maiN aap k aur aap mer zahanat k qaail hain.... E9.gif E9.gif E9.gif

Khul ke ek dosrey ki tarefeyn kareyn na aveen meyn Fazul.ur.Rehman aur Benazir kyun ban rahey heyn E21.gif
Abu Adnan
QUOTE(~Saraj~ @ Nov 26 2007, 02:01 PM) [snapback]2593585[/snapback]
Usuf bhai aap to kafi expereinces hongey Nawabon se bachney ke afterall aap bhi to Nawab Shah sey zyada door naheen paye jatey... heyn na E21.gif
E9.gif E9.gif E9.gif

Nawaab shaah badin say bahoooooooooooooot dooooooooooooor hai balkay raastay bhi judaaaaaaaa judaaaaaaaa. icon_peace.gif chalo ab CA ki bataiN kartay haiN FTM ki batain FTM maiN hi theek haiN ... qabl iskay k admin ka order aajaye... omeed hai k aap nay ora nahi maan ahoga. icon_peace.gif
Abu Adnan
QUOTE(~Saraj~ @ Nov 26 2007, 02:03 PM) [snapback]2593595[/snapback]
Khul ke ek dosrey ki tarefeyn kareyn na aveen meyn Fazul.ur.Rehman aur Benazir kyun ban rahey heyn E21.gif

fazlur rahman (choTy borayee) to khair hai lekin khabar daar jo mjhay BB kaha E21.gif
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 26 2007, 02:11 PM) [snapback]2593620[/snapback]
fazlur rahman (choTy borayee) to khair hai lekin khabar daar jo mjhay BB kaha E21.gif

E9.gif E9.gif E9.gif
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 26 2007, 02:09 PM) [snapback]2593618[/snapback]
Nawaab shaah badin say bahoooooooooooooot dooooooooooooor hai balkay raastay bhi judaaaaaaaa judaaaaaaaa. icon_peace.gif chalo ab CA ki bataiN kartay haiN FTM ki batain FTM maiN hi theek haiN ... qabl iskay k admin ka order aajaye... omeed hai k aap nay ora nahi maan ahoga. icon_peace.gif

Mughey to pata tha ke aap Badin meyn tail nikal rahey heyn mager bohat se HC doston ko naheen maloom tha ke aap her trah ke tilon se tail nikalna jantey heyn E21.gif

Ok boss Aap ka hukum sar ankhon per D.gif
1-baatcheet.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 26 2007, 01:32 PM) [snapback]2593475[/snapback]
zaheen log kabhi khud ko zaheen nahee samajhtay..... maiN bhi kabhi khud ko zaheen nahee samajhta (houN na zaheen E21.gif ) albatta zaheen log doosray ki zehanat ka fauran etraaf karletay haiN ... jaisay maiN aap k aur aap mer zahanat k qaail hain.... E9.gif E9.gif E9.gif

hahaha
aisi baatein na karein janab
log jalnay lagein gay E9.gif

aap ka keh nahin sakta .......main to waqai nacheez sa banda hoon smile.gif
Kashif
QUOTE(Abu Adnan @ Nov 26 2007, 01:34 PM) [snapback]2593478[/snapback]
shayad aap ko yeh maloom hochuak hai k saraj bhai "Nawaab.Shaah" say hain. jo nawaabouN aur shaahouN ki sarzameen hai ... nawaabouN kay 'shauq' say kaun waaqif naheeN. krakrani.gif

hehe E9.gif
ab bari aayee saraj bhai ki icon_peace.gif E21.gif
Kashif
QUOTE(~Saraj~ @ Nov 26 2007, 01:54 PM) [snapback]2593557[/snapback]
Yani rehna UsufBhai ke hi hathon meyn chahtey ho E21.gif

2,2 hath karna chahta hoon krakrani.gif
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.