QUOTE(saima56 @ Nov 26 2007, 05:55 PM) [snapback]2594756[/snapback]
mush ko chaha jitna bacha lain laken tareekhi haqiqaat haqaiqaat hii hooti hai, kargil war ka bhut sa sawal tashna hain aur waqt ana per woo tamam sawalaat ka jawab mill jayen ga mere zati rauye aap sa change hai, 11 sep mai koi bhi siasaat daan hoota too uss ko usa ki manaana parti magar kitne batain yeh aham hain naa ka bush on war ka mutabik 7 mutabaat per tamam mutalbaat per laait gaya, mulki mamalaat per compromise wahan tak kiya jata hai jahan tak mulki mufadaat ijazaat daita hain... magar mazrat ka saath aap ka mush shab na tamam cheezain balai taak rekh diin..........mazraat ka saath aap chaha jitne tawaliaan paish kar dain magar yeh haqiqaat change nahi hooni ka nawaz shareef 9 phones ka baad bhi nahi jhuka tha aur har ghair janib daar shaks nawaz shareef ki iss amal ko tehseen ki nigah sa hi dekhta hai... mazrat ka saath mush na jaisa u-turn aik phone ka baad lia waisa u-turn pakistan ka koi siasaasi leader nahi laita... mazraat ka saath tawliaan paish karna asaan hoota hai magar haqiqaat koo jhutlayaa nahi ja sakta.. aur haqiqaaat yehi hai ka mush agar nawaz ki jagah hoota to aaj hum atomic power nahi hoota, aur agar aap abhi tak mush koo nahi pehchana too mai aap ki aqal per mataam hi kar sakti hoon aur kuch nahi
Mush na tu mera hey,,, na appka hey,,, yeah Pakistan ka mush hey,, tu sab ka hua na,,,, aur main ne isko kion bachana hey,,, main ne tu sirif haqaiq paish kye hain,,,, apki baat ke jawab main,,, ke jis ko aap qoumi leader leader manti hain,,, uska kya apna kya jawab tha,,, agar apko NS ki baat hazam nahin hui,,, tu NS se hi clear karain na,,,, main ne tu sirif wo byan kiya hey,,, jo NS ne kaha tha,,,,
aur jahan tak baat hey ke 1 phone pe lait janey aur 9 phone pe na jhukney ki,,, tu AQ se investigation aur hawalgi ke liye phone aye aye,,,, ya kitney US diplomates ne Pakistan visit kya,,,, lekin ne tu AQ unkey hawaley kya gya,,,, aur na hi unhain investigate kerney diya gya,,,, is tarah aur kai misalain mil jain gi,,,, ke kab kon lait gya aur kon nahin jhuka,,, aab NS bhi tu Kargil issue pe ja ke lait gya tha,,, iska aitraf khud raja zafar-ul-haq indirectly kerta hey
baat itni si hey ke haqaiq ko haazam ker laina chahiye,,, kion ke sarey haqaiq hamari mansha ke mutabiq nahin hotey