kamrannoor
Dec 1 2007, 12:56 AM
Kahne Mein Kia Harj Hai.......
Its a funny game u can post ur word that comes after or before " KAHNE MAI KIA HARJ HAI "
4 example:
Hum HC per larai ke liye Aaty hain "kehney me kiya harj hai "

kamrannoor
Dec 1 2007, 01:01 AM
Reply karoo na Reply karOO na KEHNAY MAIN KIA HARJ HAI
Kanch k1 gur1a
Dec 1 2007, 01:06 AM
main next president banoongi.. kehne main kya harj hia
kamrannoor
Dec 1 2007, 01:45 AM
Tum khud H/C president laghti ho....................kehne main kya harj hia
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Dec 1 2007, 02:50 AM
mujhe nahi aana iss game mein.. kehne mein kiya harj hai
*Angel*
Dec 1 2007, 08:26 AM
mein to aaj offline nahi honay wali kehnay mein kya harj hai
KnOwN_StRaNgEr
Dec 1 2007, 08:33 AM
apka yeh topic acha hai kehne main kia harj hai
*Angel*
Dec 1 2007, 08:35 AM
HC mein bohot maza aata hai kehnay mein kya harj hai
KnOwN_StRaNgEr
Dec 1 2007, 09:00 AM
ap bohat laraka hai kehne main kia harj hai
*Angel*
Dec 1 2007, 09:17 AM
aap pagal hain kehnay mein kya harj hai
KnOwN_StRaNgEr
Dec 1 2007, 09:19 AM
apko ilaj ki zarorat hai kehne main kia harj hai
*Angel*
Dec 1 2007, 03:14 PM
aap ko ilaaj ki sakht ek dum sakht zaroorat hai
kehnay mein kya harj hai
KnOwN_StRaNgEr
Dec 1 2007, 03:18 PM
apko
kki zarorat hai kehne main kia harj hai
kamrannoor
Dec 1 2007, 03:30 PM
Gussa un per acha nahee laghta hai ............kehne main kia harj hai
KnOwN_StRaNgEr
Dec 1 2007, 03:34 PM
ap bohat nice hain kehne main kia harj hai
*Angel*
Dec 1 2007, 03:35 PM
aap dono kitnay achay bachay hain
kehnay mein kya harjjjjjjj hai
KnOwN_StRaNgEr
Dec 1 2007, 03:38 PM
ap bhi achi hain yeh mazak kehne main kia harj hai
kamrannoor
Dec 1 2007, 03:40 PM
UNHO ne dekh lia tou pitai hogi...............kehne main kia harj hai
KnOwN_StRaNgEr
Dec 1 2007, 03:43 PM

kamran bhai ne baat patay ki ki hai kehne main kia harj hai
kamrannoor
Dec 1 2007, 03:45 PM
Baat to sach hai mager ................kehne main kia harj hai
*Angel*
Dec 1 2007, 03:46 PM
mien aaj offline nahi hon gi kehnay mein kya harj hai
KnOwN_StRaNgEr
Dec 1 2007, 03:48 PM
wo janti hain muje achi tarha se kehne main kia harj ahi
kamrannoor
Dec 1 2007, 03:56 PM
Unho ne kabhee assa Bataya nahee hai .............................kehne main kia harj ahi
KnOwN_StRaNgEr
Dec 1 2007, 04:31 PM
batane ki zaorat nahi pari kehne main kia harj hai
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Dec 1 2007, 04:35 PM
aap bahot achay hain....kehne mein kiya harj hai
KnOwN_StRaNgEr
Dec 1 2007, 04:38 PM
main kharab bhi hon kehne main kia harj hai
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Dec 1 2007, 04:39 PM
Yeh To Bilkul Sahi Kah Kehne MeiN Kiya Harj Hai
KnOwN_StRaNgEr
Dec 1 2007, 04:40 PM
ap bohat bze hain ajkal kehne main kia harj hai
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Dec 1 2007, 04:43 PM
Aisa Bhi Ho Sakta Hai Kehne MeiN Kiya Harj Hai
kamrannoor
Dec 1 2007, 04:44 PM
NAHEE ASSI TO KOI BAAT NAHEE...............kehne main kia harj hai
KnOwN_StRaNgEr
Dec 1 2007, 04:45 PM
kamran bhai wo aa gaye jin ka intizar tha kehne main kia harj ahi
Mrs.KnOwN_StRaNgEr
Dec 1 2007, 04:45 PM
Kamran bhai k aanay se humeN khushi huyi.. kehne mein kiya harj hai
KnOwN_StRaNgEr
Dec 1 2007, 04:47 PM
aur apke anay se bahar aa jati hai kisi k dil k gulistan main kehne main kia harj hai
kamrannoor
Dec 1 2007, 04:52 PM
Hmmmm......Mousam bohat acha lag raha hai ajj H.C ka kehne main kia harj hai
Silent Scream
Dec 1 2007, 10:29 PM
yahan kia chal raha hay kuch saman nahi aa raha hay
*Angel*
Dec 1 2007, 11:05 PM
mein nahi jaoon gi kehnay mein kya harj hai
Silent Scream
Dec 1 2007, 11:06 PM
harj hi harj hay........ khana bach jayee ga
Kanch k1 gur1a
Dec 1 2007, 11:15 PM
main beemar nai hone wali kehne main kya harj hia
Silent Scream
Dec 1 2007, 11:17 PM
mujay yahan kuch samaj hi nahi aa raha hay k kaisay likhon ..
*Angel*
Dec 2 2007, 12:04 AM
mein bus ja rahi hoon kehnay mein kya harj hai
ManPaki
Dec 2 2007, 12:07 AM
ab tu HC say dil ukta gaya hai... Kahnay main kiya harj hai
*Angel*
Dec 2 2007, 10:22 AM
mein bore ho rahi hoon aaj kehnay mein kya harj hai
kamrannoor
Dec 2 2007, 04:45 PM
mian bhee ja raha hun kehnay mein kya harj hai
ManPaki
Dec 2 2007, 04:47 PM
aj ka din bht bore guzar gaya... kehnay main kiya harj hai
kamrannoor
Dec 2 2007, 04:50 PM
mujhe koi yaad a raha hai................kehnay main kiya harj hai
ManPaki
Dec 2 2007, 04:55 PM
mujay koi nahi yaad araha...... kahnay main kiya harj hai
kamrannoor
Dec 2 2007, 05:12 PM
KOI TOU YAAD A RAHA HOGA .....................kahnay main kiya harj hai
ManPaki
Dec 2 2007, 05:17 PM
hamain koi yaad nahi ata...... kahnay main kiya harj hai
kamrannoor
Dec 2 2007, 05:20 PM
kissi ko yaad rakhna achi baat hai ...............Kahnay main kiya harj hai
ManPaki
Dec 2 2007, 05:22 PM
kisi ko yaad ana bhi bht achi baat hai...... kehnay main kia harj hai
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.