QUOTE(Abu Adnan @ Dec 3 2007, 03:39 AM)

yeh such bhi kam nahi k pakistan ka (aur shayad dunya ka bhi )yeh wahid airport hai, jissay shaharyoN nay apni madad aap k tehat taameer karwayaa hai .... iss air port say nah sirf sialkot uplift hoga balkay yahaaN ki masnoo'aat (jo dunyaa bhar maiN jaati haiN, khasoosan khel aur surgery k samaan) bhi kam say kam waqt maiN cargo hosakengi.
haanjee bilkul...skt toh waisay he bahoot roonaq wala hogaya hay. achi universities & colleges ki kami hay dua karay woh bhi jald poree hojaye. pehlay yahaN par rush nahi hota tha itna, ab jab ki leased cars(soodi kehna zayada munasib hay) ka silsala aam hoya hay acha khasa time barbaad honay lag gaya hay.
Tv par aksar medical college ki building bhi dekhaye jati hay magar maine aaj tak nahi dekha