QUOTE(KamlaJatt @ Dec 2 2007, 04:45 PM)

I Guess something is missing to hold
Wo kiya kehtaiy hai'n ... Cup pakarnaiy k liyeh wo kiya hota haiy Side par ... wo nahi haiy
Wah Kamla ji tusi ainey wiii kamley nayii oo
Bas kais watii hoyii aey
Kher ham ney chaey mangawayii or Zulm yeah key Chinese milney wali jagah mein or chinese ko chaey pasend nahi hey
Is liey woh cup jo amoman chaey key liey kabil-e-Istamal ya mustamal hain un ka istamal is tarah ki jaghon per raij nahi
yeah to ham ney zulm kiya
woh kaya hey na
"Irshad-e-Ahba Natiq tha nachar is Rah para jana "
un jo chiz cup key karib karib lagiii woh ley aey