QUOTE(~*Barsaat*~ @ Dec 3 2007, 12:44 AM)

Bass jii kuch ghantay qabt wapsi hui hai ISB GTG say .. usski tafseel tou jald hii aap sabb loug paRhain aur daikhaingay but yeh post hamaray aik khas ul khas HC friend kay liey hai jinhouN nay ham sabb GTG participants ko itnay piyar aur apnay pann say surprise gift send kia
woh bhi pata nai kitni door say
hamary un dost ka naam tou hamaiN maloom nahin as unkay manna karnay kii wajah say unka naam nahin bataya gaya bass tohfa pohnchaya gaya hai.
Ham sabb GTG participants kay behalf pay maiN tah-e-dil say unka shukriya adda karti houN
Bohot khoobsoorat tohfa hai Masha ALLAH
ALLAH aapko isska ajar day (AMEEN)
aey gumnaam dost...
yeh tohfa bhaij kar app nay kamal kar diia..
hamain naikioon kay maukay saay maala maal kar diia...
tanha musafir to unhain baichnay ka soch rahay thhay...
haam nay un say sab cheen kar unhain pur malal kar diia...
anyways...thx a lot dear...Allah app ko iss ka ajar daay...AAMEEN..
duaon main yaad rakheeay gay...