QUOTE(Aawaz @ Dec 5 2007, 06:50 PM) [snapback]2611899[/snapback]
Kashif
kesay ho hmmmm
bohut aaCha laGaa rudaad phRh ky aysaa laGa
hum bhi waheeN mojud thay hum say bhi sab poChaa kiyeh
hum hans deyeh hum Chup rehay manZoor tha perda teraa
aaCha yeh bataho tum nay Multan ky halway kitna lahay thay sab Khud hi kha liyaa ya
meray liyeh bhi kuch rakhaa...AnyWay maZaa aaGeya tumhare Post say Thank U w/salam
main bilkul thik janab ......aap nay dekh liya hoga pics mein

thanks a lot kay aap nay parrhi roodad aur pasand ki
shair bhi aala likha hay aap nay
halwa aik hi in logon say khatam nahin huwa ...........2,4 lay aata to in ka kiya banta

aap ka hissa to aap kay aanay par hi milay ga aap ko

for thanks