aik larki jis ki shadi nayee nayee huwee thi ....apni kisi friend say baat kar rahi thi
kehnay lagi
"meri shadi ko 2 mahinay huway hain sirf aur dekho na 2 mahinay say saleem nay mujh say seedhay munh baat hi nahin ki "
friend boli "oh ho...aisi kiya baat ho gayee ....shadi kay baa'd saleem aisa ho gaya kiya?"
larki bolo
"meri shadi saleem say thori huwee hay"