QUOTE(sahera @ Dec 15 2007, 01:37 PM) [snapback]2626782[/snapback]
AOA
Title parh kar toh samjh he nahi aaya kay yeh fazlooo baba kon ho sakta hay. hairat hay....fazlooo baba ayee gay, Munafaqat khul kar nachay ge phir toh mulk mey ( waisay pehlay koi kami toh nahi)
abhi kuch din pehlay ki baat hay army kay area mey helmet na pehnanay kay bayas kisi fauji banday nay motorcycle walay ko rook liya......baat helmet ki toh nahi ki us sapahi nay magar civilian ko is baat par zoor dey kar apni duty saranjaam de kay MUSH ko vote do in molvioN ko vote mut dena "tum looog apni girl friends kay saath azadi se phirna chahtay ho na toh yeh molvion nay aisa honay nahi dena"
loog kursi par beth kar jootay khanay ko he hakmiyat samjhtay hien.
aap fazool baba ko ghalat shamjha hai, aur aap un ko underestimate kar rahi hain
, agar mere rauye aap poochain to mai kahoon gi iss mulk ka lehaz sa sab sa perfect siasaatdaan fazlu baba hi hain aur he is the most deserving candidate of the PMship.
. kissi na kaha ka molana sirf apni darhi katwa lain to mush sab ko peecha rekh kar lazmi inn ko wazir e azam bana da ga.. abb itne qualities aik banda mai jama hai amazing. fazlu rocks.