QUOTE(umairhuda @ Dec 27 2007, 02:04 PM)

Assalam u Alaikum Aatif Bhai,
Eid Mubarak aur aaney wala naya saal mubarak..
Aaj aik arsey k baad HC pe aana hua aur aap ki khoobsurat poetry ney dil moh lia..
Thanks for sharing with us..
Sada khush rahein
Umair

Waalikum as salam Umair!
Thanx a lot dear, aur aap ko bhee naya saal mubarak ho. Aap tu mairay HC ki muddat k saathi ho. Acha lagga aap ko yahan daikh ker.
Khush rehiya
Aatif