QUOTE(Abu Adnan @ Jan 30 2008, 01:23 PM) [snapback]2694440[/snapback]
it means k aap shadi boRhapay maiN karengay ... abhi woh paida houNgay, phir jawaan houNgay, tab hi to aap shadi kar payengay naa.
kia aap apna faislah badal nahi saktay jo already paida ho kar baray hochukay haiN onn maiN say kissi ko .....
it's all up to u bhai hum to aap ki khushi maiN khush haiN. 
haha

aap nay yeh kiyun samajh liya kay hum bhi un darnay waloN mein shamil hain
daranay wala koi paida nahin huwa laikin ......humari honay wali

zaror paida ho chuki hay