Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Gana Aye Ya Na Aye Gana Chahye
HulChul.NET > Entertainment > Music, Movies, and Dramas
Pages: 1, 2, 3, 4, 5
Gulab_jaman
we have to post a song starts with person above’s Nick’s first letter.
As an example since I' m gona start now next poster has to start with my Nick first letter
Like my nick is Gulab....so poster has to post a song starts with “G”



ager above person ke nick ke first letter sE song...na aata ho tou...koi aur Word is he nick se chose karlian
KnOwN_StRaNgEr
Ghum hai ya khushi hai tu meri zindagi hai tu....
Kanch k1 gur1a
kabhi to nazar milao.. kabhi to kareeb aao
KnOwN_StRaNgEr
Dil ka aalam main kya bataaun tujhe
ek chehre ne bahut pyar se dekha mujhe
Manoos Ajnabi
Kabhi kabhi mere dil main khayal ata hai ..
Kashif
Main pal do pal ka shaa'ir hoon
pal do pal meri kahani hay
pal do pal meri hasti hay
pal do pal meri jawani hay
Manoos Ajnabi
Mujhe mat roko mujhe yaar ke ghar jane do
KnOwN_StRaNgEr
Maine dil se kaha dhoond lana khushi na samaj laya ghum to yeh ghum hi sahi..
Gulab_jaman
Kehdo ke tum ho meri werna jeena nahi mujhe hai marna
Kashif
gata rahay mera dil
tu hi meri manzil
kahein beetein na yeh raatein
kahein beetein na yeh din
KnOwN_StRaNgEr
Main jahan rahon main kahin bhi hon teri yaad sath hai...!!!
Kashif
kuch iss tarah
teri palkein ...meri palkon say mila dein ...
aanso teray........saray
meri palkoN pe saja dein

KnOwN_StRaNgEr
Manzilain apni jaga rastay apni jaga jab qadam hi sath na dey to musafir kia karay
Kashif
kar na sakay hum pyar ka sauda
qeemat hi kuch aisi thi
jeeti baazi haar gayay hum
qismat hi kuch aisi thi
KnOwN_StRaNgEr
Mat pooch mere mehb00b sanam tuje kitna payar main karta hon smile.gif
Kanch k1 gur1a
kaho kese rasta bhool paray
achay to ho dilbar jaan
awaroon ki kya puch rahay
apni kaho dilbar jaan
KnOwN_StRaNgEr
Dil ki tanhayi ko awaz banay letay hain dard jab had se guzarta hai to gaa letey hain
Manoos Ajnabi
Kaash ke main tujh se kabhi milti tu kiya hota
Kashif
mujhay raat din bas mujhay chahtay ho
kaho na kaho mujh ko sab kuch pata hay
KnOwN_StRaNgEr
Mera maan kyun tumhain chahay mera maan
Kanch k1 gur1a
kash hum juda na hote
kabhi alvida na kehte
jana nahin tha
phir bh parah humko jana..
tum humko yaad rakhna
kabhi dil se na bhulana
hum pas hon ya na hon
tum pyar se bulana..
Kashif
dil ko zara sa aaram dein gay
aaj nahin hum tera naam lein gay
yaad jo aayay gi teri to
be-chain dil ko hum tham lein gay
Kanch k1 gur1a
mujhe tum se mohabbat hai
diwangi ki hadh tak
diwana mujhe banao na..
diwangi ki hadh tak
aye sanam mujhse pucho
kitni chahat hui hai..
Kashif
dil yeh dil............darnay laga hay
dhak dhak karnay laga hay
main tera naam looN tu mera naam lay sanam
main tujhay tham looN ...tu mujhay tham lay sanam
KnOwN_StRaNgEr
maine dil se kaha dhoond lana khushi na samaj laya ghum to yeh ghum hi sahi
Kashif
kuch tumharay hain....... kuch humaray hain
hum donoN kay sapnay kitnay pyaray hain
KnOwN_StRaNgEr
mousam ki tarha tum bhi badal to na jao gay
Kashif
yaar hum donoN hi reply kartay rahay to M aur K kay songs khatam ho jayein gay jald hi E9.gif


kisi din banoN gi main raja ki rani
zara phir say kehna
KnOwN_StRaNgEr
gig.gif

Muje raat din bus muje chahti ho kaho na kaho mujko sab khuch pata hai
Kanch k1 gur1a
Kehdo ke tum ho meri warna
jeena nahin mujhe hia marna
dekho kabhi na asa karna
dekho kabhi na asa karna
yehi ada to ik sitam hai
suno tumhe meri qasam hai..
KnOwN_StRaNgEr
Deewangi ko tu meri pehchan jaye gi jab teri mohabbat main meri yeh jaan jye gi
Kanch k1 gur1a
kehna hi kiya ke nain ik anjaan se jo milay
chalne lagay mohabbat ke jese yeh silsilay
armaan naye ase dil main jagay
jinko kabhi main na janoon
woh hum se hum un se tak na mile
kehdien kese main na janoon
ab kya karien kya naam lien
kese unhien hum pukaarien..
Kashif
shukar hay D ka song aaya hay E9.gif


Dil diwana bin sajna kay maanay na
yeh pagla hay
janay na
Kanch k1 gur1a
hahahaha same here shuker M se koi aya.. warna K K K karte shahrukh khan ki kKKKkiran ban jata tha maine.. gig.gif


Mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
agar toofan nahin aata.. kinara mil gaya hota
Kashif
hehe


dil hi dil mein hum ko maaray dil dukhana aap ka
maan jao hum to haaray hayay ghussa aap ka
Kanch k1 gur1a
mujhe mohbbat si hogayi hia
haan teri aadat si hogayi hia..
jahan bhi jaon mere lie to
tu ik zaroorat si.. hogayi hia..
mujhe mohabbat si hogayi hai...
Kashif
Din guzarta nahin .............raat kat-ti nahin
ab tumaray bina dil yeh lagta nahin
teri zulfein jo khulein ........dil ghayal ho gaya
ik pal mein yeh kya huwa ....
Kanch k1 gur1a
Mohabbat hia kya cheez
humko batao..
yeh kisne shuru ki.. humein bhi sunao..
Manoos Ajnabi
Dard-e-dil dard-e-jigar dil main jagaya ap ne
KnOwN_StRaNgEr
Mera khuch saman tumharay pass para hai sawan kay khuch bheegay pal rekhay hain...
Kashif
kabhi na kabhi to mil hi jayein gay
mil hi jayein gay
kisi na kisi maurr par kabhi
hum tumhain mil hi jayein gay
Kanch k1 gur1a
main teri mohabbat main
pagal hojaongi
mujhe asa lagta hai
tujhe kesa lagta hai
KnOwN_StRaNgEr
Dil to hai dil ka aitbar kia kegeye
Kashif
katay na katay ray .....rattiyaan
sayyaaN intezar mein
Kanch k1 gur1a
mera dil bhi kitna pagal hai
yeh pyar jo tumse karta hia..
KnOwN_StRaNgEr
Dekha tuje to jeene lagay hum pa lain tuje to na ho marne ka ghum
Manoos Ajnabi
Kuch is tarah teri palkain meri palkon se miladai
KnOwN_StRaNgEr
Mat pooch mere mehb00b sanam tuje kitna payar main karta hon
~Ejaz~
tum dil ki dharkan mein
rehtey ho rehtey ho

0-heartbeat.gif
KnOwN_StRaNgEr
QUOTE(~Ejaz~ @ Jan 29 2008, 01:28 PM) [snapback]2692799[/snapback]
tum dil ki dharkan mein
rehtey ho rehtey ho

0-heartbeat.gif

Dear above person k nick k first alphabet se apne song likha hai 1-kahani.gif

@topic

Ek payar ka naghma hai moojon ki rawani hai zindagi or khuch b nahi teri meri kahani hai
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.