Help - Search - Members - Calendar
Full Version: What Will You Do If I Leave You..!
HulChul.NET > Masti - Masti > Male Gossip
Pages: 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10, 11, 12, 13, 14, 15, 16, 17, 18, 19, 20, 21, 22, 23, 24, 25, 26, 27, 28
asim10
kuch samjh nahin ayree
asim10
jazakallah
shahrafiq
app kahan ja rahay hain ?????????????
asim10
lahore
CoOl LeO
Yaar HC ko chhor k na jao
asim10
hc
yeh kahan hota hay 1-movies.gif
tension_4u
QUOTE(asim10 @ Aug 8 2008, 01:03 AM) [snapback]3012610[/snapback]
hc
yeh kahan hota hay 1-movies.gif

kon khan hota ha?

waisy aap jab jain gy phir main btaon ga k main kya khon ga aap ko 5.gif
CoOl LeO
Mein shayad bhangda daloon ga krakrani.gif
tension_4u
QUOTE(CoOl LeO @ Aug 8 2008, 01:34 AM) [snapback]3012647[/snapback]
Mein shayad bhangda daloon ga krakrani.gif

or main bhangra + kuch daalon ga gig.gif
KamlaJatt

I will pray for you
Kashif
KJ bhai kidhar chalay ho
shahrafiq
kashif bro samaj nahi ayi app ko,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Kashif
aap ko kitna kaha tha kal ...........magar
shahrafiq
kashif bro ab janay ka naam nahi lena app ane
Kashif
to aap ko kon samjhayay ga
shahrafiq
kashif bro nahi jana app ne kaheen
Kashif
acha jee

waisay jis ka yeh topic tha woh sach much chali gayee (KKG) :(
shahrafiq
hun ,ye to hai,,,,,,,,,,,miss KKG

laken app nahi jay gey
Kashif
haan I am also missing her

main nahin jaon ga aur aap bhi nahin jayein gi
shahrafiq
theek hai wo to,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,pr ye topic agay kase baray ga phir
Kashif
yeh to janay ki game hay gig.gif

hum to mazaq mein jatay hain na ..........dua hay kay asal mein koi na jayay yahan say
hamzaad
O bhai! tumhe janay kon day ga yehan say???
shahrafiq
to app kahan chal diye????????
Kashif
aur aap kay kya iraday hain ??
shahrafiq
koi haal nahi kashif bro app ka ,,,,,,,,,,,,,,,aram karay ab
Kashif
acha ji

phir aap kiyun aisa soch rahi hain
asim10
agar aisa ho to is ka matalab hay kay app ka ya maira ikhlaq sahih nahin
Kashif
asim sahab kahan ja rahay hain ?
shahrafiq
wo to yahan hain pr app kahan chal diye??????????
Kashif
kaheen nahin

aap phir janay ki tayari karnay lagi hain
shahrafiq
me to sirf tiyari kerti hoon app chalay he jatay hain
Kashif
bas kaam bhi parr jata hay na

aap ab janay ka naam laina chaur dein
shahrafiq
bus kr day kashif bro ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,ab nahi jana app ne
tension_4u
nothing
shahrafiq
app b ja rahay hain yahan se????but kyun???
Kashif
woh nahin jayein gey leikin aap kiyun aisa soch rahi hain
shahrafiq
ap ko ab main na dosri tarh se samjho ge,,,,,,,,,,,,
Kashif
poster_oops.gif


main to post barha raha hoon.........ja thori raha hoon chaa.gif
tension_4u
nothing
Kashif
tension kidhar kay iraday hain
shahrafiq
kashif bro subu he shoro ho gey app,,,,,,,,,,,,,,phir jana
Kashif
bas ji yeh to karna parrta hay na khelnay kay liyay gig.gif


aap nay nahin jana hay
shahrafiq
kashif bhai nahi jana na app ne,,,,,,,,,,,,,,
Kashif
thik hay ji

magar aap ko kon samjhayay
shahrafiq
samaj to me gyi hoon laken app he nahi samjty??
Kashif
humein to samjha samjha kar thak gayay barray barray gig.gif


aap kiyun janay ka soch rahi hain
shahrafiq
soch to me kuch or rahi hoon ,,,us pr amal b kero ge agar app ne janay ki zid na chori to,,,
Kashif
haha

aap bhi samajh jayein ab ............
Fani
kon kahan ja raha hai?
tension_4u
nothing
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.