Kashif
Mar 10 2008, 01:27 PM
aap yahan hain ya buss yahan hay

aap ki buss ko yaheen rokna parray ga
shahrafiq
Mar 10 2008, 01:34 PM
han jee app kahan ka khiyal ker rahay hain
Kashif
Mar 10 2008, 02:00 PM
kaheen nahin .....

aap ki buss service ko janay nahin dena
ziddi
Mar 10 2008, 02:03 PM
u k jaane par post lagao gi HC par k Kashif chalha gea
Kashif
Mar 10 2008, 02:08 PM
aur main ziddi kay aanay par lagaon ga
welcome back ziddi
ziddi
Mar 10 2008, 02:14 PM
i wll ask da reason?
shahrafiq
Mar 10 2008, 02:16 PM
na jee app ja k to dekhay
Kanch k1 gur1a
Mar 10 2008, 02:32 PM
kahin nahin janay denge
shahrafiq
Mar 10 2008, 02:51 PM
app ko to bulkul nahi jany dat gay hum
CoOl LeO
Mar 11 2008, 04:48 AM
Kahan jaa rahe hain aap
Kashif
Mar 11 2008, 09:14 AM
aray bhai ...yeh kya iraday hain aap kay ?
shahrafiq
Mar 11 2008, 09:46 AM
un k earady to theek hain app k earady theek nahi lagtay
Kashif
Mar 11 2008, 10:21 AM
thik kar laitay hain phir

aur yeh aap kis fikar mein hain ?
shahrafiq
Mar 11 2008, 10:34 AM
fiker farda na kero mahve gam-e-dosh rahoo
jee kahan chal day app
Kashif
Mar 11 2008, 10:43 AM
wah ji

main to yaheen hoon
aap kidhar ki booking karwa rahi hain
shahrafiq
Mar 11 2008, 10:45 AM
booking to cancel b ho sakti hai
but u yaheen beto aram se
Kashif
Mar 11 2008, 10:53 AM
thik hay
laikin aap nay booking cancel nahin karwai abhi
shahrafiq
Mar 11 2008, 10:56 AM
jee ho b gai cancel
app phir khray ho gay hain
Kashif
Mar 11 2008, 10:58 AM
good
main phir beth jata hoon

aap dobara buss ki taraf ja rahi hain
shahrafiq
Mar 11 2008, 11:01 AM
bus ruk ge
app to bohat ziddi hain bhat jay warna
Kashif
Mar 11 2008, 11:15 AM
warna .......
aap aisa kiyun soch rahi hain
shahrafiq
Mar 11 2008, 11:24 AM
nahi sochti
per app kyun zamag per zor day rahay
Kashif
Mar 11 2008, 11:25 AM
main kab zor dey raha hoon ...main aisay kaam nahin karta

aap kay iraday phir khatarnak lag rahay hain mujhay
shahrafiq
Mar 11 2008, 11:32 AM
nahi
app bus zid chor day na
Kashif
Mar 11 2008, 11:41 AM
good
main zid chaur deta hoon
magar aap kidhar chalien ?
shahrafiq
Mar 11 2008, 11:44 AM
main b yahan app b yahan ,theek hai
Kashif
Mar 11 2008, 11:49 AM
bilkul thik hay
janay nahin dena aap ko
shahrafiq
Mar 11 2008, 11:52 AM
app ko to bulkul nahi jany day gay
ziddi
Mar 11 2008, 11:54 AM
wll ask reason
shahrafiq
Mar 11 2008, 12:06 PM
kyun ja rahe hain app ?
Kashif
Mar 11 2008, 12:06 PM
sis ji aisa kiyun........
ziddi
Mar 11 2008, 12:07 PM
Kashif tussi jah rhe ho?
tussi nah jao nah
shahrafiq
Mar 11 2008, 12:08 PM
tay fer tusi kethay?
ziddi
Mar 11 2008, 12:09 PM
rohk jao... nah jao nah...
Kashif
Mar 11 2008, 12:14 PM
ziddi kithay chali oo
shahrafiq
Mar 11 2008, 12:21 PM
app nay phir janay ki rat lag le hai?
Kashif
Mar 11 2008, 12:52 PM
nahin to
aap zara ruk jayein ...kuch kha pi lein
shahrafiq
Mar 11 2008, 02:46 PM
main to kha p k b nahi jao ge
app nay ab agar naam lia na janay ka to phir?
KamlaJatt
Mar 11 2008, 06:42 PM
Phir kiya hai'n ?
Jindagi haiy train ka dabba
Ki karieyh agar koi jaana chahaiy Rabba
Bass inna yaad rakhna ... Yeh banda nahi har kissi ko Labba
wah wah wah .... thanku thank u
ziddi
Mar 11 2008, 06:48 PM
chup kar k wapis aajao
Kanch k1 gur1a
Mar 11 2008, 11:03 PM
janay hi nai denge
CoOl LeO
Mar 12 2008, 05:03 AM
Kahin janay ki zaroorat nahi hai
Kashif
Mar 12 2008, 09:07 AM
CL bhai kidhar chalay ?
Kanch k1 gur1a
Mar 12 2008, 09:07 AM
Kashif
Mar 12 2008, 09:50 AM
KKG ...yeh hum kya dekh rahay hain ?
shahrafiq
Mar 12 2008, 11:52 AM
app phir app janay ki baat ker rahay hain
Kashif
Mar 12 2008, 12:23 PM
nahin kartay ji
aap nay phir bus ki booking karwa li
shahrafiq
Mar 12 2008, 01:07 PM
nahi to
ab app kyun janay ki baat ker rahay hain
Kashif
Mar 12 2008, 02:05 PM
main to nahin kar raha
aap ko aisa nahin karnay diya jayay ga
shahrafiq
Mar 12 2008, 02:27 PM
theek hai
but app kahan ?
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.