aaminah
May 18 2008, 12:35 PM
will ask da reason n possible measures to convince U
Fani
May 19 2008, 01:04 AM
QUOTE(aaminah @ May 18 2008, 12:35 PM) [snapback]2876878[/snapback]
will ask da reason n possible measures to convince U

wasay yeh lamba kaam hai.
aur agar who convince na howay to?
Kashif
May 19 2008, 09:27 AM
faani sahab kiyun ja rahay haiN
shahrafiq
May 19 2008, 09:30 AM
app nay subu he janay ki baat kerni shoro ker de hain
Kashif
May 19 2008, 09:53 AM
post bhi to barhani hain na

lekin aap bhi to kam nahin
shahrafiq
May 19 2008, 09:56 AM
me kam nahi,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,to app b janay ki batain na karay na
Kashif
May 19 2008, 10:13 AM
acha nahin karta
leikin aap bhi aisay iraday na karein
shahrafiq
May 19 2008, 10:18 AM
nahi kero ge,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,app bus aram se bhet jay
Kashif
May 19 2008, 10:56 AM
aaram say to betha hon

aap kiyun aisay mansoobay bana rahi hain
shahrafiq
May 19 2008, 10:58 AM
me nahi app k mansobay khatrnak lag rahay hain mujy
Kashif
May 19 2008, 11:43 AM
haha
bas aap chaur dein aisi baateiN ab
shahrafiq
May 19 2008, 11:49 AM
chor dati hoon,,,,,,,,,,,,,,,,abi to
app kyun kartay hain easi batain
Kashif
May 19 2008, 12:28 PM
post barhanay ka acha tareeqa hay na

aap nay kahin nahin jana
shahrafiq
May 19 2008, 12:50 PM
u b nahi jao gey ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,kaheen b
Kashif
May 19 2008, 12:57 PM
ghar to jaon ga na 2:30 par
shahrafiq
May 19 2008, 12:58 PM
hun,,,,,,,,,,,,,,theek laken wapes b aay gey na
Kashif
May 19 2008, 01:02 PM
haan woh to aaon ga kal ........InshaAllah
shahrafiq
May 19 2008, 01:05 PM
acha,,,,,,,,,,,,,,,,abi to nahi jay na,,,,,,,,,,,abi to time hai
Kashif
May 19 2008, 01:13 PM
abhi to yahan hoon ...fikar na karein
shahrafiq
May 19 2008, 01:24 PM
abi yahan hain to phir janay ki baat kyun
Kashif
May 19 2008, 01:29 PM
chalein aanay ki baat kar laitay hain
shahrafiq
May 19 2008, 01:33 PM
phir se wohe rat ,,,,,,,,,,jana hai jana hai
Kashif
May 19 2008, 01:59 PM
kya karein
janay ka naam liyay baghiar post kaisay barhay gi
shahrafiq
May 19 2008, 02:35 PM
bus etni post barha ker kia kerna hai
Kashif
May 19 2008, 02:57 PM
aap bhi to barha rahi hain

acha ab ja raha hoon ghar
shahrafiq
May 19 2008, 03:04 PM
QUOTE(M Kashif Nisar @ May 19 2008, 02:57 PM) [snapback]2878447[/snapback]
aap bhi to barha rahi hain
acha ab ja raha hoon ghar
phir jana(ok tc and Allah hafiz)
Fani
May 20 2008, 01:20 AM
Kon kahan ja raha hai?
CoOl LeO
May 20 2008, 06:08 AM
Abhi to aye ho abhi se ja rahay ho
Kashif
May 20 2008, 09:10 AM
cool Leo aisa kaam na karna
shahrafiq
May 20 2008, 12:16 PM
app ak ker phir easi batain ker rahay hain
Kashif
May 20 2008, 12:36 PM
karni hi parti hain
aap to abhi aa kar janay kay iraday kar rahi hain
shahrafiq
May 20 2008, 12:42 PM
acha nahi kerti,,,,,,,,,,,,,,,,,,app b to bus ker day easi batain
Kashif
May 20 2008, 12:49 PM
iss topic mein aayein gey to karni parein gi aisi baateiN

aap to nahin ja rahi hain na
shahrafiq
May 20 2008, 12:50 PM
phir me b kero ge
app ko janay nahi day gey ab
Fani
May 20 2008, 12:53 PM
kisi ko nai janay diya jay ga.
Kashif
May 20 2008, 12:59 PM
faani kidhar kay iraday hain
Fani
May 20 2008, 01:02 PM
acha
Kashif
May 20 2008, 01:11 PM
kya acha ??
main nay kaha aap kay kidhar kay iraday hain ?
shahrafiq
May 20 2008, 01:12 PM
bus ker day app ,,,,,,,,,,,,,,,,,had ker datay hain app
Fani
May 20 2008, 01:13 PM
wasay yeh to...
Fani
May 20 2008, 01:14 PM
wasay yeh to hai....
Kashif
May 20 2008, 01:26 PM
kya hay bhai............!!
topic kay sath chalo na
janay kay iraday kiyun kar rahay ho
Fani
May 20 2008, 01:29 PM
main iraday nai kar raha
Kashif
May 20 2008, 01:56 PM
iss ka matlab hay waqai jana chahtay hain
shahrafiq
May 20 2008, 01:57 PM
main to namaz k lay ja rahi hoon,,,,,,,,,,,,,,,,app kahan chal diay
Fani
May 20 2008, 01:57 PM
Samajh dar kay liya ishra hi kafi hai
Kashif
May 20 2008, 02:02 PM
phir janay ka soch rahay ho faani
shahrafiq
May 20 2008, 02:02 PM
fani kahan ja rahay hain app
Fani
May 20 2008, 02:06 PM
LALAMUSA
Kashif
May 20 2008, 02:07 PM
ab aap kidhar ..........??