QUOTE(CoOl LeO @ Feb 6 2008, 04:47 AM)

ILZAM
Nahi bhai mujh masoom pe ilzam laganay ka ilzam na lagayen bhai
Aap he ne to kaha tha k
"geazer to hay na
main nay issi ko dekh kar andaza lagay tha bhai"
Taaka jahnki ki thi tabhi to nazar aya na
Warna Multan se Karachi ka bohot faasla hai easily to nahi dikh sakta na 
ab main kia kahoN
aap jaisay wakeel siyah ko sufaid kar detay haiN

yaar aap nay khud hi saari dunya ko dikhaya hay apna geazer ........saboot maujood hay