Salam 2 all
Aayee hum aap ko Aalo aur Anday banana batatay hain... note book lai lain..
sab se pahlay Aalo ko cheel lain gay aur phir hum ek frypan main thora sa oil daalain gay...jab oil Garm ho jayee
tou os main Aalo daal dain gay... aur phir halki aanch par chor dain gay..aur saath ki saath Salt aur Lal Mirch daal dain gay..
kuch deer baad os main Aanda daal dain gay.. phir kuch hi deer main wo ban jayee ga
ghar main koi nahi tha na.. aur bhook lag rahi thi... tou yahi samaj aaya aur bana lia... bas thora sa salt teez ho gaya tha..
plzzzzzzz aap zaroor banayee ga aur mere lia zaroor bheej dia ga...
khush rahain apne kharchay par