QUOTE(hawwa ki beti @ Jan 24 2008, 10:21 PM)

Salam Mohatram
alam ki jhalak dekhaai daitihai
aur khoobsurat selection hai aap ki
sada khush rahain.......!
Mitti main mila tou kya jugnu kya taara kya seemaab raha
Ikk Baar jisey hum khou baithey, woh mouti phir nayaab raha
Navazish hkb jee....