saima56
Jan 26 2008, 02:57 PM
saima56
Jan 26 2008, 02:58 PM
Daylight
Jan 26 2008, 07:59 PM
acha likha hai
asim10
Jan 27 2008, 12:41 AM
MASHALLAH buhat hee acha likha hay , aqal aqal karnay walon kay leeya waqaiay aqal doranay aour sochanay ka moqam hay kay kiya aqal jis tarha woh kehtay us tarha istemal karnee chaheya ya us tarha jis tarha allah kehta hay.
saima56
Jan 27 2008, 01:21 AM
QUOTE(Daylight @ Jan 26 2008, 07:59 PM) [snapback]2688841[/snapback]
acha likha hai

saima56
Jan 27 2008, 01:23 AM
QUOTE(asim10 @ Jan 27 2008, 12:41 AM) [snapback]2689106[/snapback]
MASHALLAH buhat hee acha likha hay , aqal aqal karnay walon kay leeya waqaiay aqal doranay aour sochanay ka moqam hay kay kiya aqal jis tarha woh kehtay us tarha istemal karnee chaheya ya us tarha jis tarha allah kehta hay.
ji magar jo loog aaj aqal ka zarya deen ko mouja door ka trend ka mutabik banana chatha un mai aur pichloon mai kya farq hai yeh bhi perhain..
asim10
Jan 27 2008, 10:34 AM
akhri 2 para graph humaray ajj kay ulema kay leeyai sochanay ka moqaam hay , kiya hum ajj ilmi lehaz say itne pastee ka shikar hain yeh motazila ajj humaree nojawan nasal ko intehayee asani say deen say door lay jatay hain.
main yeh samjhta hoo jub tak hum maslakee daour say nahin niklatay isi tarha ghair mazhab waloon say aour moderate musalmanoon say maar khatay rahain ghay.
app nay yeh topic shoro kar kay musalmanoon per buhat bara ehsaan kiya hay. chunkay ziyda tar dost is masalay ke sangeen ko samjhtay nahin is liyai shayad is per kuch ziyda nahin likhain ghay, laikin behrhall is topic is ahmeyat apnee jagha musalima hay.
Khalish
Jan 27 2008, 12:17 PM
VrSoLdIeRs
Jan 27 2008, 01:48 PM
i believe that faith aur facts buhat si jaghon par strike kartay hain... buhat si baatain humain us waqt samjh main nahi ateen... magar unko maan lena chahiyay kyun keh agay ja kar hameesha wohi cheezain prove hoti hain... i will consider faith over facts!!!
saima56
Jan 28 2008, 02:09 AM
QUOTE(asim10 @ Jan 27 2008, 10:34 AM) [snapback]2689445[/snapback]
akhri 2 para graph humaray ajj kay ulema kay leeyai sochanay ka moqaam hay , kiya hum ajj ilmi lehaz say itne pastee ka shikar hain yeh motazila ajj humaree nojawan nasal ko intehayee asani say deen say door lay jatay hain.
main yeh samjhta hoo jub tak hum maslakee daour say nahin niklatay isi tarha ghair mazhab waloon say aour moderate musalmanoon say maar khatay rahain ghay.
aap ki yeh donoo batain bilkul durst hain.. iss k saath aik aur cheez hui ka awam ki taleem ka bandobast na hoona ka barabaar hai..Quran ko shamjh kar perhna na hona ka barbaar aur ulma bhi iss janib tawajah nahi daita so awam doosri janib nikal jati hai.. doosri baat aap ki yeh bhi sahi ka hum na maslakoon ki larai sa nahi nikalta, bara dushaman istamaar ki quwat aur jadeediat ka alambardaar hain jinn per ka sada baab ka amli satah per hamera ulma bhut kaam koosishain kar raha hain..
saima56
Jan 28 2008, 02:10 AM
QUOTE(Khalish @ Jan 27 2008, 12:17 PM) [snapback]2689474[/snapback]
saima56
Jan 28 2008, 02:15 AM
QUOTE(VrSoLdIeRs @ Jan 27 2008, 01:48 PM) [snapback]2689551[/snapback]
i believe that faith aur facts buhat si jaghon par strike kartay hain... buhat si baatain humain us waqt samjh main nahi ateen... magar unko maan lena chahiyay kyun keh agay ja kar hameesha wohi cheezain prove hoti hain... i will consider faith over facts!!!
ji aap ki baat durust hai aur jo bataiin shamjh nahi aati jab unn koo zamana ka mutabik ya aqal ka mutabik dhala jana ki koosish ki jati hai to masla aur ghambheer hoojata hai.. hameri ummat mai bhi aisa hua ka kuch logon ko baaz cheezoon ki logic shamjh nahi aye ya keh lain unn ki aqal na tasleem nahi kia too na-sirf unhoon na uss ka inkar kar dia balka Quran ki unn ayatoon ka apna mafhoom pinha dia.. for example anbia karam as ka maujzaat joo haqeeqat tha aur Quran mai unn ki daleelain maujood hain magar hamera kuch jadeediat ka alambardaroon na unn ka inkar kia balka Quran ki woo ayat jinn sa maujzaat ka saboot milta tha uss ko apna mafhoom mai dhaal dia.. moqa mila to aaj yah kal mai koosish karoon gi ka kuch wazahat karoon ka unhoon na kya kia aur kaisa kia..
Daylight
Jan 28 2008, 02:27 PM
Saima56 ye article khatam hua ?? kyunke main apki posts k end honay ka wait kar raha hon ta k apki post par comments kar sakon.
silenteyes
Jan 28 2008, 02:55 PM
QUOTE(Daylight @ Jan 28 2008, 02:27 PM) [snapback]2691099[/snapback]
Saima56 ye article khatam hua ?? kyunke main apki posts k end honay ka wait kar raha hon ta k apki post par comments kar sakon.
(bit off-topic)
wat do u do for a living.... and how do u manage time to post on HC.
Daylight
Jan 28 2008, 11:12 PM
QUOTE
(bit off-topic)
wat do u do for a living.... and how do u manage time to post on HC.
Hahaha Good Question
Aksar ko shaaid yahi lagta ho k kafi farigh sa banda hai ye koi but no one knows how busy im
Im CA Inter, im doing my articleship nowadays, yahan k aik aur member bore na kar bhi mere sath hi hain, also i have now taken admission in MBA in the university of lahore, k chalo jab tak articleship hoti hai MBA bhi ho jaye
so, 3 feb se i will be in lahore hostel, far away from HC :p
Now how i manage time to post lambeee lambeee posts :p
Iska jawab hai k shauq da koi mol nai
muje islam k baray mein jaan ne ka, likhne ka parhne ka bouhat shauq hai, loag farigh waqt mein sotay hain ya gupshup ya tv etc, main farigh waqt mein apnay PC par hota hon, aksar to khana bhi pc table par hi khata hon
so thats how i manage 
Aur aap to sirf hulchul par dekhtay hain main to aur bhi kayi jaga hota hon
*DhanaK*
Jan 29 2008, 01:06 AM
off the topic one more time,sorry
DL ! yeh CA inter,is it chartered accountancy,lekin yeh inter kya hai,aur articleship kya hoti hai.
Daylight
Jan 29 2008, 02:00 AM
QUOTE
off the topic one more time,sorry
DL ! yeh CA inter,is it chartered accountancy,lekin yeh inter kya hai,aur articleship kya hoti hai.

Yes it is chartered accountancy, CA has two portions, one is called CA Inter consisting of 4 semesters/modules and after that there is compulsory 3.5 years articleship / internship in an auditing firm. During that period of internship u have to pass CA Professional part 1, and after completing internship u have to pass CA Profession part 2 , phir complete chartered accountant bantay hain
asim10
Jan 29 2008, 10:28 AM
CODE
muje islam k baray mein jaan ne ka
kaash app kisi sahih banday mutasir hotay too buhat khushi hotee.
saima56
Jan 29 2008, 07:55 PM
QUOTE(Daylight @ Jan 28 2008, 02:27 PM) [snapback]2691099[/snapback]
Saima56 ye article khatam hua ?? kyunke main apki posts k end honay ka wait kar raha hon ta k apki post par comments kar sakon.
aap comments kar sakta hain kyunka mai further jo bhi paish karoo gi woo time per munasir hai, i have very less time now a days. so u can comment..
saima56
Jan 30 2008, 02:13 AM
jaisa mai na kaha tha apni aqal ko Quran-o-sunnat sa bartar qarar daina wala jidaat pasandoon na jab nabi saw ki aqwaal sa jaan chura li too phir Quran ki bari aye aur unhoon na apni aqal ka mutabik Quran mai tehreefi mafhoom shaye karwadia.. iss ki aik example maujzaat ka inkar tha kyunka joo loog apni naqas aqal ko Quran sa bala shamjhta un ko maujzaat aqal ka khilaf lagta tha.. ayeee mai aap chand example dekhati hoon ka kaisa?
saima56
Jan 30 2008, 02:15 AM

Jan 30 2008, 02:16 AM
saima56
Jan 30 2008, 02:16 AM
saima56
Jan 30 2008, 02:17 AM
Too be Continued...
Daylight
Jan 30 2008, 04:26 AM
OK, well aap ka post ka start bouhat achha tha jis mein aqal k ghalat istemaal par baat ki gai aur mautzila ki khaamiyan bhi ginwayi gai..... mera khyal tha k ek balanced viewpoint pesh kartay huay khamiyun k sath khoobiyan bhi ginwayi jain gi lekin afsos k uss mein sirf khaamiyan ginwayi gai aur ye sabit karne ki koshish ki gai k aqal ka hamesha ghalat hi istemal hua hai aur mautzila sirf burayi ka mujasma thay... kisi mein bhi sirf khaamiyan hi nahin hoti kuch khobiyan bhi hoti hain aur article mein mautzilla ki azeem qurani khidmaat ko nazar andaaz kar diya gaya, ye aisay hi hai k imam abu hanifa par sirf tanqeedi mazmoon likh mara jaaye jis mein unki sirf khaamiyan ginwayi gai hon lekin unki khoobiyun aur khidmaat ko nazar andaz kar diya jaaye..... so the article started well but ended as biased.
Secondly ye batanay ki koshish ki gai k jesay unhon ne aqal ko Quran se buland qarar de diya , ghalat balkeh unhon ne sirf ye kiya k rawayaat ko aqal k taabay kiya, bilkul wesay hi jesay muhaddiseen ne ye asool banaya k jo rawayat aqal k khilaaf ho wo qaabil e qabool nahin.... kya shah abdul aziz aur ibn e jozi etc bhi mautzali thay ?? akhir muhaddiseen ne aisa asool kyun banaya, iss par koi baat hi nahin ki gai.......Agar rawayaat mein ye kaha gaya hai k garmi iss liye aati hai k dozakh apna saans bahir nikalti hai aur sardi iss liye aati hai k dozakh apna sans andar khenchti hai to isko kya kaha jaaye?? jab rawayaat mein ho k ye zameen ek ox (baaeil) k sir par rakhi hui hai aur jab wo issay apnay ek seengh se utha kar doosray seengh par kerta hai to zalzala aata hai to isko kya kaha jaaye ?? kya aqal use na ki jaaye ?? kya aqal ko maooof kar diya jaye ?? Ya jesay maudodi sahib ne aqal ka naam le kar sahi bukhari aur sahi muslim ki ahadith ka inkar kiya to kya wo bhi mautzili hain??
Ok, mautzila k kayi nazarriyat qabil e aitraz hon gay magar tasveer ka ek hi rukh dikhlana aur kisi ki sirf khaamiyun ka zikr kar k usko nikko bananay ki koshish kabhi bhi mustahsan nahin kahi ja sakti........ so, to me it looked a bit biased jis mein tasvir ka sirf ek rukh pesh kia gaya hai......
issi tarha ye to kaha gaya k ahadith ki hujjiyat se inkar kar k Quran ki mann maani taawelaat ki gunjaish nikal aati hai lekin iss par koi baat nahin ki gai k kitni hi Qurani ayaat k maani ko rawayaat k zarriye hi badal b diya gaya..... tasveer ka sirf ek rukh !!!
Daylight
Jan 30 2008, 04:37 AM
Uskay baad kaha g aya hai k mautzila ka kaam ye tha k "Mufassireen par ilzam lagaya jae k wo israeli rawayaat se istafada kartay hain"
to kya nahin kartay?? apko khud iss baat ka ilm ho ga k kitni israeeliyat bhari hui hoti hai, agar nahin to kuch examples pesh karon ?? khud maudodi sahib ne bhi israeeli rawayaat ka sahara liya hai, maslan jab Hazrat Daud(AS) par ilzam lagaya hai k unko ek shakhs auriya ki biwi pasand aa gayi to unho ne uskay shauhar se kaha k apni biwi ko talaq de do ye muje pasand aa gai hai..... israeeli rawayaat ka kya apko nahin maloom ??? phir iss tarha zahir karna jesay mufassireen ne israeli rawayaat ka sahara hi nahin liya kitna biased viewpoint hai........Apki post k baqi hissay par comments kal, iss page par aap ne parwez sahib ki jin baaton par aitraz pesh kiya hai, muje bhi un se yahan kayi jaga ikhtalaf hai, magar jis andaz se tanqeed ki gai hai that is quite lame, iss se zyada achhi tanqeed aap khud apnay alfaaz mein likhti to kar sakti thi, balkeh main bhi iss se zyada behtar tanqeed kar sakta hon,
Maslan sub se pehle jo ayaat pesh ki gai hain uss mein parwez sahib par aitraz kiya gaya hai k unhon ne "aur Allah ki itaat karo" ka mafhoom ye bayaan kiya hai "Aur Allah k Qawaneen ki itaat karo"........ kya iss mein koi aitraz wali baat hai ?? Allah ki itaat ka matlab kya hai ?? yahi k jo ahkamaat aur qawaneen Allah ne diye hain unki itaat karna...... kafi herat hui ye aitraz parh kar jis se start se hi ye feel honay laga k writer ka maqsad sirf tanqeed hai chahay wo achhi ho ya buri...... baqi par comments baad mein
Abu Adnan
Jan 30 2008, 08:13 AM
QUOTE(saima56 @ Jan 30 2008, 02:16 AM) [snapback]2693923[/snapback]
ufffff meray khodaa ... quraani aayaat ki youN khullam khulla tauheen .... yeh to sara sar tauheenay quraan aur Allah ki ayaat say khelnaa hai ... kia parvez sahab nay issi tarah quran ka 'maf.hoom' bayaan kiaa hai. kia inhaiN koi maqool insaan islamic scholar qarar day sakta hai. jhooT waisay hi bori cheez hai lekin agar yeh jhooT Allah ki taraf mansoob ki jaye aur jo baat Allah nay nahi kahi, oski taraf mansoob ki jayee, oski ayaat ko twist karkay apnay maani pahnaay jayaiN, kia yehi 'maf.hoomay quraan' ka matlab hai. Jazak Allah saima
sis.. Allah aap ko iski jazaa.ay khair day. ab baat kuch kuch samajh maiN aati hai k HC maiN kuch log direct aur kuch pasay pardah kiyouN aap par personal attack kartay raha haiN. onhaiN yaqeenan yehi khatrah hoga k kaheeN aap parvez sahab k dhol ka pole nah khol daiN. Allah aap ko isteqamat day aur haq baat kartay rahnay ki taufeeq day.
lekin aap ki yeh 'mantiq' meri samajh say baalaa tar hai k yeh 'HAQ.GOYEE' iss qadar dhaki chopi aur post k darmaayaan maiN as a sandwich ki soorat maiN pesh kiyouN ki gayee hai. issay to nomayaaN taur par alag post maiN front maiN honi chahiyeh thee takay aik aam hcians bhi issay read karkay parvaiz sahab aur onkay hawariyouN ka chehray say aashna hosakay. islam saection k taweel baha mobaahesa k ander common viewers to aataa nahi. aur jo log iss bahas mobaahesa maiN awwal taa aakhir shareek rahtay haiN on maiN say kissi ko nah to saima motassir karsakti hai, nah daylight, nah Abu Adnan etc. yeh log apnay apnay mauquf maiN aik doosray say wtnay motazaad haiN k inka HC k bahas mobaahesouN k nateejay maiN baaham aik 'common aqeeday' par muttafiq honaa naa.mumkin aur gaaleban yeh maqsad bhi kissi ka nahi.... sab ka maqsad sirf awaamunnas ko haqaaiq say agaah karna hai. lehazaa common viewership k hasool k liyeh aisee ahaam tareen 'reply' to alag post maiN top par hona chahiyeh. pataa nahi admin / mods meray iss mauquf say ittefaaq kartay haiN yaa nahi.
Jazak Allah
MJB
Jan 30 2008, 02:57 PM
QUOTE(Abu Adnan @ Jan 30 2008, 04:13 AM) [snapback]2694058[/snapback]

Jazak Allah i am agreed with you,,, ke iss portion ko alehda se post aur PIN hona chahiye
Abu Adnan
Jan 30 2008, 03:06 PM
QUOTE(MJB @ Jan 30 2008, 02:57 PM) [snapback]2694513[/snapback]
i am agreed with you,,, ke iss portion ko alehda se post aur PIN hona chahiye
sir g naik kaam maiN dair kiss baat ki .... yeh fareezah anjaam day kar sawaabay daarain haasil karaiN.
MJB
Jan 30 2008, 04:04 PM
QUOTE(Abu Adnan @ Jan 30 2008, 11:06 AM) [snapback]2694520[/snapback]
sir g naik kaam maiN dair kiss baat ki .... yeh fareezah anjaam day kar sawaabay daarain haasil karaiN.
sir g,,, main tu isko PIN kerney hi laga tha,,, lekin apkey mashwarey ki wajah se ruk gya,,, ke saima sis isko alehda se post ker dain,,, tu isko PIN ker diya jaye
saima56
Jan 30 2008, 11:11 PM
QUOTE(Abu Adnan @ Jan 30 2008, 08:13 AM) [snapback]2694058[/snapback]
ufffff meray khodaa ... quraani aayaat ki youN khullam khulla tauheen .... yeh to sara sar tauheenay quraan aur Allah ki ayaat say khelnaa hai ... kia parvez sahab nay issi tarah quran ka 'maf.hoom' bayaan kiaa hai. kia inhaiN koi maqool insaan islamic scholar qarar day sakta hai. jhooT waisay hi bori cheez hai lekin agar yeh jhooT Allah ki taraf mansoob ki jaye aur jo baat Allah nay nahi kahi, oski taraf mansoob ki jayee, oski ayaat ko twist karkay apnay maani pahnaay jayaiN, kia yehi 'maf.hoomay quraan' ka matlab hai. Jazak Allah saima
sis.. Allah aap ko iski jazaa.ay khair day. ab baat kuch kuch samajh maiN aati hai k HC maiN kuch log direct aur kuch pasay pardah kiyouN aap par personal attack kartay raha haiN. onhaiN yaqeenan yehi khatrah hoga k kaheeN aap parvez sahab k dhol ka pole nah khol daiN. Allah aap ko isteqamat day aur haq baat kartay rahnay ki taufeeq day.
lekin aap ki yeh 'mantiq' meri samajh say baalaa tar hai k yeh 'HAQ.GOYEE' iss qadar dhaki chopi aur post k darmaayaan maiN as a sandwich ki soorat maiN pesh kiyouN ki gayee hai. issay to nomayaaN taur par alag post maiN front maiN honi chahiyeh thee takay aik aam hcians bhi issay read karkay parvaiz sahab aur onkay hawariyouN ka chehray say aashna hosakay. islam saection k taweel baha mobaahesa k ander common viewers to aataa nahi. aur jo log iss bahas mobaahesa maiN awwal taa aakhir shareek rahtay haiN on maiN say kissi ko nah to saima motassir karsakti hai, nah daylight, nah Abu Adnan etc. yeh log apnay apnay mauquf maiN aik doosray say wtnay motazaad haiN k inka HC k bahas mobaahesouN k nateejay maiN baaham aik 'common aqeeday' par muttafiq honaa naa.mumkin aur gaaleban yeh maqsad bhi kissi ka nahi.... sab ka maqsad sirf awaamunnas ko haqaaiq say agaah karna hai. lehazaa common viewership k hasool k liyeh aisee ahaam tareen 'reply' to alag post maiN top par hona chahiyeh. pataa nahi admin / mods meray iss mauquf say ittefaaq kartay haiN yaa nahi.
Jazak Allah
Jazak Allah
basically jab mai na post shuru ki too mai sab sa pehla aqal parasti ko define kar na cha rahi thi aur phir uss ka effects per baat iss lia yeh baad mai ayee .. normally jab hum jidaat pasandoon ki baat karta hain too aam toor per islam section ka viewer uss ko aisa hi laita hain jaisa yeh koi maslake larai hai, jab ka haqeeqataan yeh masla kafi ghambheer hai deen ki aik aik bunyad ko hilaya gaya hai too iss ka lia lazmi tha ka mai pehla aqal parasti per rooshni dalti..
laken aap ki baat bhi sahi ka iss ko alag post hoona chaye, pin ho ya na ho iss sa farq nahi parta , bas yahan viewers iss ko perh lain aur feham jo unn ko Quran aur hadees na dia hai uss per iss ko janch lain, baat shamjh ajaye gii.. mai iss ko alag post kar daiti hoon..
saima56
Jan 30 2008, 11:40 PM
asim10
Jan 31 2008, 12:23 AM
CODE
Ok, mautzila k kayi nazarriyat qabil e aitraz hon gay magar tasveer ka ek hi rukh dikhlana aur kisi ki sirf khaamiyun ka zikr kar k usko nikko bananay ki koshish kabhi bhi mustahsan nahin kahi ja sakti........
kabhi pervaiz ke safayee , kabhi motazila ke safayee. allam iqbal ka aik misrah yaad aa gaiya.
MUJHAY BATA TO SAHI AKHIR KAFREE KIYA HAY
Daylight
Jan 31 2008, 02:15 AM
Waiting for the full reply of the questions raised, before i proceed
Sham_99
Jan 31 2008, 12:39 PM
QUOTE(Abu Adnan @ Jan 30 2008, 03:13 AM) [snapback]2694058[/snapback]
ufffff meray khodaa ... quraani aayaat ki youN khullam khulla tauheen .... yeh to sara sar tauheenay quraan aur Allah ki ayaat say khelnaa hai ... kia parvez sahab nay issi tarah quran ka 'maf.hoom' bayaan kiaa hai. kia inhaiN koi maqool insaan islamic scholar qarar day sakta hai. jhooT waisay hi bori cheez hai lekin agar yeh jhooT Allah ki taraf mansoob ki jaye aur jo baat Allah nay nahi kahi, oski taraf mansoob ki jayee, oski ayaat ko twist karkay apnay maani pahnaay jayaiN, kia yehi 'maf.hoomay quraan' ka matlab hai. Jazak Allah saima
sis.. Allah aap ko iski jazaa.ay khair day. ab baat kuch kuch samajh maiN aati hai k HC maiN kuch log direct aur kuch pasay pardah kiyouN aap par personal attack kartay raha haiN. onhaiN yaqeenan yehi khatrah hoga k kaheeN aap parvez sahab k dhol ka pole nah khol daiN. Allah aap ko isteqamat day aur haq baat kartay rahnay ki taufeeq day.
lekin aap ki yeh 'mantiq' meri samajh say baalaa tar hai k yeh 'HAQ.GOYEE' iss qadar dhaki chopi aur post k darmaayaan maiN as a sandwich ki soorat maiN pesh kiyouN ki gayee hai. issay to nomayaaN taur par alag post maiN front maiN honi chahiyeh thee takay aik aam hcians bhi issay read karkay parvaiz sahab aur onkay hawariyouN ka chehray say aashna hosakay. islam saection k taweel baha mobaahesa k ander common viewers to aataa nahi. aur jo log iss bahas mobaahesa maiN awwal taa aakhir shareek rahtay haiN on maiN say kissi ko nah to saima motassir karsakti hai, nah daylight, nah Abu Adnan etc. yeh log apnay apnay mauquf maiN aik doosray say wtnay motazaad haiN k inka HC k bahas mobaahesouN k nateejay maiN baaham aik 'common aqeeday' par muttafiq honaa naa.mumkin aur gaaleban yeh maqsad bhi kissi ka nahi.... sab ka maqsad sirf awaamunnas ko haqaaiq say agaah karna hai. lehazaa common viewership k hasool k liyeh aisee ahaam tareen 'reply' to alag post maiN top par hona chahiyeh. pataa nahi admin / mods meray iss mauquf say ittefaaq kartay haiN yaa nahi.
Jazak Allah very nice suggestion adnan bhai.........khush rahain
Daylight
Jan 31 2008, 01:33 PM
QUOTE(Sham_99 @ Jan 31 2008, 12:36 PM) [snapback]2695829[/snapback]
Jazak Allah Saima G 
Allah tala aap ko is ki jaza e khair day..........u really did a very tough n time consuming job.......but inshallah Allah tala give u best reward in the world n hereafter, ameen 
kuch log Mr. DL ko PERVAZI keh rahay thay to main samjhi k yeh President of Pakistan Mr. Pervaiz Musharaf say muttasir hain

lakin ASTAGHFAR in k to aqaid totally............Allah tala in sub logon ko specially DL Bhai ko naiki ki hida'et day, aur inhain apna knowledge positive sense main use karnay ki tofeeq ata farmaye, ameen 
dear yeh Mr. Pervaiz hain kon??? Quran ka hukam hai k doosron ko ghalat naamo se na pukaro, so if anyone wanna say me parvezi or anything else he is free to do this but with a great SIN. Im only a muslim nothingelse.
Jahan tak apki dua hai k Allah muje naiki ki hidayat de to sirf mera naam point out karne se ye lag raha hai jesay aap pehle se hidayat yaafta hain, Aisi khush fehmi aksar insaan ko maar deti hai

Khush rahiye
Daylight
Jan 31 2008, 01:40 PM
CODE
lakin ASTAGHFAR in k to aqaid totally...........Allah tala in sub logon ko specially DL Bhai ko naiki ki hida'et day
Meri wo baat quote kijiye jo mene yahan ki ho aur wo ghalat ho....... just quote it , even no comments needed.
If u will be be unable to do this then u r a liar, Laanat ullah i alal kaazibeen..........
Sham_99
Jan 31 2008, 05:13 PM
QUOTE(Daylight @ Jan 31 2008, 08:40 AM) [snapback]2695932[/snapback]
CODE
lakin ASTAGHFAR [b]in k to aqaid[/b] totally...........Allah tala in sub logon ko specially DL Bhai ko naiki ki hida'et day
Meri wo baat quote kijiye jo mene yahan ki ho aur wo ghalat ho....... just quote it , even no comments needed.
If u will be be unable to do this then u r a liar, Laanat ullah i alal kaazibeen..........
Aray nahin in k to aqaid say mura'd aap k aqaid nahin bul k Mr. Pervaiz k aqaid hain
aur aap nay to kaha aap MUSLIM hain.........Allah tala hamain sub ko pakka aur sucha muslim banaye, ameen
saima56
Feb 2 2008, 01:02 PM
saima56
Feb 2 2008, 01:04 PM
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.