QUOTE(nomi87 @ Feb 1 2008, 04:34 PM) [snapback]2697620[/snapback]
aapko aik seat mil jayegi
is cheez main mera saath dene ka matlab hai jab fauj aai to aap bhi pakray jaingay
baad main na kehna ke bataya nahin tha
sab saath saudia ya dubai chalengay phir

acha ji ...barri meherbani
kya.............tum aisay khatarnak kaam kar rahay ho
yaar mujhay mulk-badar honay ka shauq nahin