Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Automatic Wazu Machine
HulChul.NET > Religions > Islam
~Saraj~
Dear Friends It is a very strange news which I am sharing here for discussion.

I know some people are lazy and don't like washing themselves, or go to the masjid with white socks and come out with black socks because the bathrooms are really wet and dirty, but how lazy can technology make us that we change the way we do wudu? Check this out, A company based in Australia decided to roll out automatic wudu machines, It is reported that Saudi Arabia has already ordered several thousand machines, as well Malaysia, where the assembly lines are producing this machine called "AWW", Automatic Wudu Washers...

"The Islamic Council of Australia has issued a fatwa approving the new machine," Gomez said, the Chairman and Managing Director of Australian AACE Worldwide PTY Ltd
Commenting on Gomez's invention, prominent Egyptian scholar Sheikh `Abdul-Khaliq Hasan Ash-Shareef said he sees nothing wrong in using the AWW as long as the basic pillars and requirements of ablution are strictly observed in a right and precise way.

So what do you think? Stick to doing Wudu the Sunnah Way or go with this infared sensor equipped technology? As one brother said what's next? A Machine that prays for me?

Sham_99
Assalam o alaikum

Saraj Bhai rose.gif information to bohat purani hay lakin sawal bohat acha hay.........So what do you think? Stick to doing Wudu the Sunnah Way or go with this infared sensor equipped technology? As one brother said what's next? A Machine that prays for me?.........i have no enough knowledge but i think denay walon nay to loud speaker k khilaf bhi fatwa dia tha.........any way! lets see what ppl say???
Abu Adnan
QUOTE(~Saraj~ @ Jan 29 2008, 09:59 AM) [snapback]2692371[/snapback]

hmmmmm

fiqahi etbaar say to iss maiN koi mozaiqah nazar nahi aataa. wudu k saray arkaan iss maiN pooray horahay haiN lehaza wudu mokammal hoga. hum already hot n cold tap water on wash basin jaisee 'facilities' wudu k liyeh istemaal kar rahay haiN. jo 'rewayti masnoon' tareeqah 'nah' honay k bawajood 'ghair-islami' nahi.

albattah 2 comment karna chhaounga. awwal iss maiN 'hygenic problem' hosakta hai. bilkhasoos agar kissi ko koi skin disease ho to iss tareeqay say yeh marz aik doosray ko lag sakta hai. kiyouNkay hand / feet washing area kaafi closed hai... aur mosque k general wash rooms maiN har qism k log wudu karengay. beemar bhi aur sehat.mand bhi. gandi nature k log bhi aur saaf suthray rahnay walay log bhi. aur har wudu k baad inhaiN hygenically clean karna to mumkin nah hoga.

doosri aham baat yeh k politically hamaray liyeh yeh SHARAM ka moqaam hai k hamari deeni zarooriyaat ki taraf non-muslim countries tawajjah day rahay haiN. go k woh aisaa commercially kar raha hai phir bhi iss qism ki ejadaat muslim countries maiN hoti to ketna acha hota. magar khair ab to hamaray jaa.ay namaaz, tasbeeh etc bhi ghair aqwaam hi banaa rahay haiN aur hum muslim ummah sharam.proof hochuka haiN.

by da way kia inn hand /feet cleaning chembers maiN dhonay k baad dry karnay ka bhi ehtemaam hai yaani water-wash k baad hot-air-dry arrangement bhi hai ... mera nahi khayaal k aisaa hoga kiyouNkay phir fiqahi masla khara hosakta hai. yaani wudu ki aik shart yeh bhi hai k kissi organ k khushk honay say pahlay pahlay deger tamam organs wash karliyeh jayaiN..... agar bari bari hand wash n dry bhi saath saath horahay houN to phir wudu nahi hoga. lekin aisaa lagta nahi k iss maiN aisaa bhi ho
Abu Adnan
QUOTE(Sham_99 @ Jan 29 2008, 10:21 AM) [snapback]2692386[/snapback]
Assalam o alaikum

Saraj Bhai rose.gif information to bohat purani hay lakin sawal bohat acha hay.........So what do you think? Stick to doing Wudu the Sunnah Way or go with this infared sensor equipped technology? As one brother said what's next? A Machine that prays for me?.........i have no enough knowledge but i think denay walon nay to loud speaker k khilaf bhi fatwa dia tha.........any way! lets see what ppl say???

islam bunyaadi taur par aik 'fundamentalist religion' hai. deger mazahab ki tarah khola Dolla mahzab nahi. jab alamay islam maiN deen-o-dunya ki taleem saath saath dee jati thee to aisaa maslah nahi hota thaa. last chand sadiyouN maiN yeh maslah oTha hai k aik behtareen aalamay deen mosalmaan, dunyawi aloom say bay.bahrah aur jadeed aloom ka faarighul tahseel mosalmaan deen k basics say naawaqif hai..... ab aisay maiN yeh aik 'fitree' baat hai k muslim umma har new technology ko dekh bhaal kar aur phounk phounk kar hi 'accept' karengay jo 'sahi tareeqah' hai. agar yeh ehteyaat nah kia to phir deen maiN 'amezish' ko kaisay roka jasakega.....

kissi new technology ko zara takheer say 'accept' karnay maiN koi baRa nuqsaan nahi hotaa. albattah yeh tay hai k 'ajmaa.ay ummat' kabhi bhi ghalat faislah nahi karegi. loud-speaker ko bhi chand dunyawi aloom say bay.bahrah ulemaa nay waqti taur par HARAAM qarar dia thaa (iss maiN onka koi 'qasoor' nah thaa) lekin jald hi deer ulemaa nay issay JAIZ qarar day dia thaa... khud maulana maudoodi RA nay 1944 maiN iskay JAIZ honay ki wazahat kardee thee.... phir jinn ulemaa nay issay awwalan HARAM qarar dia thaa apni roy say rajoo karlia thaa... lehaza baad azaaN 'ulemaa' par as a majmoo'ee yeh phabti kasnaa k onhouN nay to loud speaker ko bhi HARAM qarar dia tha, kissi taur par bhi munsifanah nahi.......... magar yeh taanaa tab say ab tak jaari hai. latest taanaa ulemaa ko yeh dia jata hai k inhouN nay TV ko HARAM kaha tha magar aaj yeh khud tv par aatay haiN... halaaNkay roy say rajoo karnaa aur ajmaa.ay ummat ka HAQEEQAT ke khelaaf nah janaa aik baRi sifat haiN ... jiss taraf log tawajjah nahi detay.

Shaam Usuf bhai ka reply check kareyn.He is very rightly replied.
Sham_99
QUOTE(Abu Adnan @ Jan 29 2008, 05:55 AM) [snapback]2692415[/snapback]

Assalam o Alaikum Adnan Bhai rose.gif
Sub say pehlay to main yeh clear ker doon k mera maqsad hargiz bhi islam, muslman, ya apnay ulma karam per tana zani karna nahin tha………main nay to just by the way baat ki thi 1-embaressed_smile.gif

100% AGREED rose.gif

thanks 4 detailed clarification yes.gif

Abu Adnan
QUOTE(Sham_99 @ Jan 30 2008, 08:35 AM) [snapback]2694069[/snapback]
Assalam o Alaikum Adnan Bhai rose.gif
Sub say pehlay to main yeh clear ker doon k mera maqsad hargiz bhi islam, muslman, ya apnay ulma karam per tana zani karna nahin tha………main nay to just by the way baat ki thi 1-embaressed_smile.gif

100% AGREED rose.gif

thanks 4 detailed clarification yes.gif

woh misal to aap nay soni hi hogi k:

kahnaa beTy ko sonanaa bahoo ko krakrani.gif

to maiN nay bhi 'moqah' say faidah oThatay howay agarchay reply to apni bahan 'Sham_99' rose.gif ko diya hai lekin sonanaa onn tamaam logouN ko maqsood hai jo issi islam section maiN ulemaa e karaam par mosalsal taanah zani kartay rahtay haiN. bilkhshoos issi loud speaker k maslay par.

I know k aap ka woh maqsad nahi thaa. agar aap hurt howi haiN to maazrat lekin aap nay meri baat say 100% ittefaaq karkay yeh sabit kardia hai k meri hikmatay amali durust thee. icon_peace.gif

thanx n Jazak Allah
Sham_99
QUOTE(~Saraj~ @ Jan 29 2008, 10:38 AM) [snapback]2693039[/snapback]
Shaam Usuf bhai ka reply check kareyn.He is very rightly replied.

thanks saraj bhai rose.gif
*DhanaK*
filhaal yeh baat ajeeb o ghareeb hai
plus as AA bhai said,hygiene problem.
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Jan 30 2008, 08:50 AM) [snapback]2694079[/snapback]
woh misal to aap nay soni hi hogi k:

kahnaa beTy ko sonanaa bahoo ko krakrani.gif

to maiN nay bhi 'moqah' say faidah oThatay howay agarchay reply to apni bahan 'Sham_99' rose.gif ko diya hai lekin sonanaa onn tamaam logouN ko maqsood hai jo issi islam section maiN ulemaa e karaam par mosalsal taanah zani kartay rahtay haiN. bilkhshoos issi loud speaker k maslay par.

I know k aap ka woh maqsad nahi thaa. agar aap hurt howi haiN to maazrat lekin aap nay meri baat say 100% ittefaaq karkay yeh sabit kardia hai k meri hikmatay amali durust thee. icon_peace.gif

thanx n Jazak Allah

Jazak Allah Usuf Bhai yes.gif
Sham_99
QUOTE(Abu Adnan @ Jan 30 2008, 03:50 AM) [snapback]2694079[/snapback]
woh misal to aap nay soni hi hogi k:

kahnaa beTy ko sonanaa bahoo ko krakrani.gif

to maiN nay bhi 'moqah' say faidah oThatay howay agarchay reply to apni bahan 'Sham_99' rose.gif ko diya hai lekin sonanaa onn tamaam logouN ko maqsood hai jo issi islam section maiN ulemaa e karaam par mosalsal taanah zani kartay rahtay haiN. bilkhshoos issi loud speaker k maslay par.

I know k aap ka woh maqsad nahi thaa. agar aap hurt howi haiN to maazrat lekin aap nay meri baat say 100% ittefaaq karkay yeh sabit kardia hai k meri hikmatay amali durust thee. icon_peace.gif

thanx n Jazak Allah

accccccccccccha aisi baat hay to I M ALWAYS AVAILABLE adb.gif

mujhay bhi feel hota hay lakin q k meray paas enough knowledge nahin hay........aur other wise bol ker to main khud ko hi represent karoon gi is liye........khamosh rehti hoon........lakin haqeeqatan dukh hota hay 1-embaressed_smile.gif

thori si hurt hui thi........lakin aap ki itni piari clarification say sub shika'et khatam yes.gif

Allah tala aap ko hamesha khush rakhay, ameen duas.gif
Abu Adnan
QUOTE(shafaq @ Jan 30 2008, 09:12 AM) [snapback]2694087[/snapback]
1. filhaal yeh baat ajeeb o ghareeb hai
2. plus as AA bhai said,hygiene problem.

ist point ka to koi maslah nahi ... waqt guzarnay k saath yeh tassur khatam hojata hai.... ibteda maiN wash basin par khaRay hokar wudu karna yaqeenan ajeeb o ghareeb lagta thaa...... lekib ab shayad kissi ko aisaa feel nahi hota.

albatta doora point still valid hai.......
Abu Adnan
QUOTE(Sham_99 @ Jan 30 2008, 09:37 AM) [snapback]2694107[/snapback]
accccccccccccha aisi baat hay to I M ALWAYS AVAILABLE adb.gif

mujhay bhi feel hota hay lakin q k meray paas enough knowledge nahin hay........aur other wise bol ker to main khud ko hi represent karoon gi is liye........khamosh rehti hoon........lakin haqeeqatan dukh hota hay 1-embaressed_smile.gif

thori si hurt hui thi........lakin aap ki itni piari clarification say sub shika'et khatam yes.gif

Allah tala aap ko hamesha khush rakhay, ameen duas.gif

summa aameen n thanx

jazak Allah
Pearlcapricorn

Only Sunna rose.gif

Saudi Arab agar ye machines Makka Madina mai install karta hai tu kya Wadu k khulay pani ko khatam kar dya jaye ga??
Abu Adnan
QUOTE(Pearlcapricorn @ Jan 30 2008, 10:23 AM) [snapback]2694156[/snapback]
Only Sunna rose.gif

Saudi Arab agar ye machines Makka Madina mai install karta hai tu kya Wadu k khulay pani ko khatam kar dya jaye ga??

aisaa mumkin nahi... pahli sahoolat ko kabhi bhi aur kaheeN bhi khatam nahi kia jasakta.

wudu k liyeh mimimum requirement taqreeban 1 liter pani in a bottle etc darkaar hota hai. yeh paani koi kaheeN say bhi lay kar kissi bhi open space yaa wash room maiN wudu karsakta hai. wash rooms maiN wash basin ko kaisay khatam kia jasakta hai.
Uncertainty
hmm ... mujhay herj nazar nahi aata is mai .. jese Paani k liay TAPS wese yeh Chambers ...
its about facilitating ourself; like we have other millions n billions of facilities and inventions for us.
rather buzurq aur beemar maazoor logon k liay to bohat acha hai....

lekin question is, is this still water or flowing like in case of taps and wash basins..

agr still hai to its not right both in terms of hygiene and Islamic principles of cleaning. agr flowing hai to no issue.

baaki i agree with Abu Adnan.

QUOTE(Uncertainty @ Jan 30 2008, 11:33 AM) [snapback]2694245[/snapback]
hmm ... mujhay herj nazar nahi aata is mai .. jese Paani k liay TAPS wese yeh Chambers ...
its about facilitating ourself; like we have other millions n billions of facilities and inventions for us.
rather buzurq aur beemar maazoor logon k liay to bohat acha hai....

lekin question is, is this still water or flowing like in case of taps and wash basins..

agr still hai to its not right both in terms of hygiene and Islamic principles of cleaning. agr flowing hai to no issue.

baaki i agree with Abu Adnan.

offcourse yeh flowing water hoga. jab aap chember maiN hands / feet enter karengay to auto sensor k tehat water flowing /spraying start hojayega for a while yaa jab tak aap hand /feet ander rahega. still ka to sawaal hi paida nahi hota.

"baki" par agree karnay ka shukarya.

by day way saraj bhai rose.gif ... post aap ki hai aur wazahataiN maiN karta phir raha houN.... ab aap apni post khud aagay baRhawo.
icon_peace.gif
Khalish
IssmeiN 'Kulli + Miswaak', 'naak meiN paani daalne' aur 'sar per masa (sar kahaan daalna hai), ka kya intizaam hai ... chalye Abu-Adnan ko aakhir.uz.zikr ki zaroorat mehsoos ho na ho, mere liye tu zaroori hai.
Uncertainty
QUOTE(Abu Adnan @ Jan 30 2008, 11:39 AM) [snapback]2694251[/snapback]

hmm phr sahi hai ..

koi baat nahi abu jee......khidmet kerna to aap k rom rom mai hai icon_peace.gif
Abu Adnan
QUOTE(Khalish @ Jan 30 2008, 11:57 AM) [snapback]2694277[/snapback]
IssmeiN 'Kulli + Miswaak', 'naak meiN paani daalne' aur 'sar per masa (sar kahaan daalna hai), ka kya intizaam hai ... chalye Abu-Adnan ko aakhir.uz.zikr ki zaroorat mehsoos ho na ho, mere liye tu zaroori hai.

nice observation paa g

waisay hand-chamber say ooper aik mazeed choTa chamber hai mouNh dhonay kulli waghairah karnay k liyeh ...... lekin woh hissah pic maiN zeyadah clear nahi k yeh kafi hai yaa naa kaafi.

saraj Bhai rose.gif

iss ka operating manual agar mil sakay to yahaaN copy karaiN. aur khalish bhai rose.gif ki pareeshaan zulfouN poster_oops.gif i mean k onki pareeshaaniyouN ko door karaiN.

E9.gif
*DhanaK*
QUOTE(Abu Adnan @ Jan 30 2008, 04:41 AM) [snapback]2694109[/snapback]
ist point ka to koi maslah nahi ... waqt guzarnay k saath yeh tassur khatam hojata hai.... ibteda maiN wash basin par khaRay hokar wudu karna yaqeenan ajeeb o ghareeb lagta thaa...... lekib ab shayad kissi ko aisaa feel nahi hota.

albatta doora point still valid hai.......

waqt guzar jaanay ke baad, haan shayed,isliye filhaal lafz ista'maal kiya hai
*RAJA*
poster_oops.gif
aab har cheez kahreh kahreh...................
ghalban yeh uon nazaik mizaj loghoun kay liyeh binai ghai hai............ ju bethna pasand nehi fat fateh... kiyoun keh oun... kay kaproun ki tarteab kharb ju ho jati hai...........
aaj kal yeh bhi aik masla hai........... hum gher binateh hain bareh bareh.......... par gher main wuzu kay liyeh munasib intizaam nehi kartay.......
gher main bhi khareh khareh wuzu kiya or wu ghiya..................
koch logh hoteh hain.... wu apnyeh ghraoun main bhi kas kar wuzu kay liyeh munasib intizaam karteh hain...
jidher beth kar achyeh tariqay say wuzu kiya jayeh.......
rehi baat saudi ki tu........... sanu ki..............
or aab eysa bhi koun sa asamn tot para hai tu eysi saholiyaat ko istimal kiya jayeh....
achi bhali raqam ki zarorat ho ghi...........
pak main koi ligahyeh tu bijli icon_peace.gif adha wuzu kiya............... 1-baatcheet.gif
sub say bhari kabhaat tu iss main yeh hai keh khareh kahreh wuzu karna parta hai..............
pani ka bohat ziyda ziya
mera khiyal hai yeh islambadiyoun ko samnyeh rakh kar binai ghai hai... tai sot waloun kay liyeh.. 1-baatcheet.gif
kiay yeh naak main bhi pani dalyeh ghi?
kiay yeh hathoun or paoun ki ounghliyoun kay dirmiyan bhi pani pohncha sakyeh ghi?
sar ka masa?

or.........................
mera khiyal hai compny ko aapnyeh apnyeh fiqa... kay mutabiq bhi oder diya jasakta hai............ jis ak iss amin koi ziker nehi..... icon_peace.gif
kal murda nehlanyeh kay liyeh............. bhi........................ 1-baatcheet.gif dafnayeh.............. qaber khdnayeh..........
may be all in one 1-baatcheet.gif
IssmeiN 'Kulli + Miswaak', 'naak meiN paani daalne' aur 'sar per masa (sar kahaan daalna hai), ka kya intizaam hai ... chalye Abu-Adnan ko aakhir.uz.zikr ki zaroorat mehsoos ho na ho, mere liye tu zaroori hai.
.....................................................
bhai jee oun ka sar hai na keh bush ki army keh kidher............. icon_peace.gif

SuNsHiNe*
Strange....kya zamana aa gaya hai!!!!!
Abu Adnan
QUOTE(*RAJA* @ Feb 3 2008, 05:59 PM) [snapback]2701246[/snapback]

RAJA bhai, rose.gif fatwa alag cheez hai aur taqwa alag cheez....
agar wazoo ki bunyadi sharait iss k zariyeh poori hojati haiN to issay JAIZ kahnay say koi nahi rok saktaa.... bila shubah yeh western style maiN rahnay walouN k liyeh hai jo ab bhi wash basin par kharay kharay wazoo kartay haiN.... albatta wash basin maiN feet wash karna taa haal aik masla thaa ... aur hamaray haaN (i also live in a western cultured community icon_peace.gif ) 2/3 cases maiN wazoo kartay howay feet dhonay k dauraaN bandah wash room maiN gir paRa aur leg maiN fracture aagayaa).

lehaza afzal to yeh hai k wazoo baiTh kar, sakoon say, kam pani k istemaal say achchi tarah wazoo kia jaye. jo wash basin aur iss machine k zariyeh mumkin nahi... lekin aap dekhiyega k yeh aahistah aahistah western cultured logouN maiN maqbool hota jayega.... jaisay woh kharay kharay khatay haiN, khaRay khaRay....

ayandah bhia aisa hota hi rahega k har cheez machine k zariyeh... aap ki imagination sahi kahti hai... hum ossi taraf la jaaye jaray haiN...
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Jan 30 2008, 11:39 AM) [snapback]2694251[/snapback]
offcourse yeh flowing water hoga. jab aap chember maiN hands / feet enter karengay to auto sensor k tehat water flowing /spraying start hojayega for a while yaa jab tak aap hand /feet ander rahega. still ka to sawaal hi paida nahi hota.

"baki" par agree karnay ka shukarya.

by day way saraj bhai rose.gif ... post aap ki hai aur wazahataiN maiN karta phir raha houN.... ab aap apni post khud aagay baRhawo.
icon_peace.gif

Usuf bhai rose.gif aap yeh wazahateyn nahin bulkey jihad ker rahey "Jihad bilqalum" thumbup.gif
Aaap ek sahib.e.ilm aur pur maghaz asloob ke malik heyn aur bari mudalil baat kehtey heyn
Meyn abhi sekhney ka amal se guzar raha hon isi liey jab bhi esi cheez/topic samney aata hey ussey yahan post kerdeta hon takey ser.e.hsil guftugo aur behas ho sakey

Allah app ke masail jald hi hal kerney wala hey.. suna hey Adnan bara honey wala hey E21.gif
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Jan 30 2008, 12:07 PM) [snapback]2694290[/snapback]
nice observation paa g

waisay hand-chamber say ooper aik mazeed choTa chamber hai mouNh dhonay kulli waghairah karnay k liyeh ...... lekin woh hissah pic maiN zeyadah clear nahi k yeh kafi hai yaa naa kaafi.

saraj Bhai rose.gif

iss ka operating manual agar mil sakay to yahaaN copy karaiN. aur khalish bhai rose.gif ki pareeshaan zulfouN poster_oops.gif i mean k onki pareeshaaniyouN ko door karaiN.

Usuf bhai rose.gif aap pareshan mat hon jab tak iska Operating Manual nahin mil jata khalish Bahi rose.gif apni zulfeyn poster_oops.gif wuzu murawajah andaz meyn hi ker ke sawab kamatey raheyn gey E21.gif

~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Feb 20 2008, 08:32 AM) [snapback]2732340[/snapback]
RAJA bhai, rose.gif fatwa alag cheez hai aur taqwa alag cheez....
agar wazoo ki bunyadi sharait iss k zariyeh poori hojati haiN to issay JAIZ kahnay say koi nahi rok saktaa.... bila shubah yeh western style maiN rahnay walouN k liyeh hai jo ab bhi wash basin par kharay kharay wazoo kartay haiN.... albatta wash basin maiN feet wash karna taa haal aik masla thaa ... aur hamaray haaN (i also live in a western cultured community icon_peace.gif ) 2/3 cases maiN wazoo kartay howay feet dhonay k dauraaN bandah wash room maiN gir paRa aur leg maiN fracture aagayaa).

lehaza afzal to yeh hai k wazoo baiTh kar, sakoon say, kam pani k istemaal say achchi tarah wazoo kia jaye. jo wash basin aur iss machine k zariyeh mumkin nahi... lekin aap dekhiyega k yeh aahistah aahistah western cultured logouN maiN maqbool hota jayega.... jaisay woh kharay kharay khatay haiN, khaRay khaRay....

ayandah bhia aisa hota hi rahega k har cheez machine k zariyeh... aap ki imagination sahi kahti hai... hum ossi taraf la jaaye jaray haiN...

Usuf bahi Islam hameyn kabhi bhi aur kahin bhi Israaf aur namod.o.numaish ki ijazat nahin deta aur na hi kisi tan asani ka dars deta hey isi trah Wazu (Naik kam) kerteyw aqt bhi Hameyn Israaf aur namod.o.numaish sey rokney ki talqen ki gai hey lakin sath hi sath ager koi asani waqt ke sath sath mil rahi hey aur ussey apnaney meyn kisi bhi wazu ke arkan ki takmeel meyn sunat.e.nabwai ki khilaf warzi nahin ho rahi hey to ussy istemaal kerney meyn koi herj nhin....
Abu Adnan
QUOTE(~Saraj~ @ Feb 20 2008, 11:29 AM) [snapback]2732579[/snapback]
Usuf bhai rose.gif aap yeh wazahateyn nahin bulkey jihad ker rahey "Jihad bilqalum" thumbup.gif
Aaap ek sahib.e.ilm aur pur maghaz asloob ke malik heyn aur bari mudalil baat kehtey heyn
Meyn abhi sekhney ka amal se guzar raha hon isi liey jab bhi esi cheez/topic samney aata hey ussey yahan post kerdeta hon takey ser.e.hsil guftugo aur behas ho sakey

Allah app ke masail jald hi hal kerney wala hey.. suna hey Adnan bara honey wala hey E21.gif

E9.gif E9.gif

lol yeh bhi khoob kahi... woh to ab bhi apnay aap ko baRaa tasawwar karta hai sport.gif woh ghar maiN har aik say laRnay bhiRnay ko tayyar rahta hai... aik martabah maiN nay samjhaya k dekho baRay bhai.youN say nah laRo, tum abhi chotay ho, onka moqaablah nahi karsaktay.... jhuT bola: maiN laR sakta houN... meray pass taqat hai, himmat hai, roab hai DON.gif ab batlaawo k aisaa bandaa mazeed baRa hogayaa to mera maslah hull karegaa yeee mazeed...... look.gif
Abu Adnan
QUOTE(~Saraj~ @ Feb 20 2008, 11:41 AM) [snapback]2732607[/snapback]
Usuf bahi Islam hameyn kabhi bhi aur kahin bhi Israaf aur namod.o.numaish ki ijazat nahin deta aur na hi kisi tan asani ka dars deta hey isi trah Wazu (Naik kam) kerteyw aqt bhi Hameyn Israaf aur namod.o.numaish sey rokney ki talqen ki gai hey lakin sath hi sath ager koi asani waqt ke sath sath mil rahi hey aur ussey apnaney meyn kisi bhi wazu ke arkan ki takmeel meyn sunat.e.nabwai ki khilaf warzi nahin ho rahi hey to ussy istemaal kerney meyn koi herj nhin....

100% agreed.
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Feb 20 2008, 12:55 PM) [snapback]2732791[/snapback]
E9.gif E9.gif

lol yeh bhi khoob kahi... woh to ab bhi apnay aap ko baRaa tasawwar karta hai sport.gif woh ghar maiN har aik say laRnay bhiRnay ko tayyar rahta hai... aik martabah maiN nay samjhaya k dekho baRay bhai.youN say nah laRo, tum abhi chotay ho, onka moqaablah nahi karsaktay.... jhuT bola: maiN laR sakta houN... meray pass taqat hai, himmat hai, roab hai DON.gif ab batlaawo k aisaa bandaa mazeed baRa hogayaa to mera maslah hull karegaa yeee mazeed...... look.gif

Yeh hi woh bachey heyn jo mazed barey hoker baap dadaon ke masa'il hal kareyn gey. smile.gif
bas inki abyari meyn desi khaad ka dalta rehna zarori hey. 1-kahani.gif
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Feb 20 2008, 12:55 PM) [snapback]2732793[/snapback]
100% agreed.

Thanks rose.gif
*DhanaK*
QUOTE(~Saraj~ @ Feb 20 2008, 10:24 AM) [snapback]2732958[/snapback]
Yeh hi woh bachey heyn jo mazed barey hoker baap dadaon ke masa'il hal kareyn gey. smile.gif
bas inki abyari meyn desi khaad ka dalta rehna zarori hey. 1-kahani.gif

Desi khaad,,,,
i liked your istilaah saraj smile.gif
ab main bhi apni friends ko bataaugi ,Ek juloos nikaloongi jiska naara hoga ,,,DESI KHAAD ZINDABAD,,,DESI KHAAD ZINDABAD chmp.gif

smile.gif smile.gif
*DhanaK*
apologies
replies oarhtay parhtay zehen se nikal gaya ke yeh post Islam sec mein hai aur kucch hansi mazaaq kar baitthee.bas saraj ki baat bahot pasand aayee isliye tareef thori light way mein kar dee.
lekin choonke Islam sec hai isliye lihaaz zururi hai.
Abu Adnan
QUOTE(shafaq @ Feb 20 2008, 09:14 PM) [snapback]2733480[/snapback]

...phir to qasoor.WAR saraj rose.gif howaa naa. oss nay aisee baat hi kiyouN ki k aap ki ragay zarafat phaRki. 0-heartbeat.gif

waisay islam maiN shuguftah bataiN karnaa manaa nahi, islam section ka pata nahi. icon_peace.gif

waisay yeh section ISLAM etnaa hi hai, jetnay hum mosalmaan haiN. lehazaaap ki apologies ki zaroorat to nahi thee lekin alaa zarfi k tehat ki ho to aur baat hai. yeh yaqeenan aik achi baat hai. ab baari saraj rose.gif ki hai. dekhay haiN k woh ketnay paani maiN hai.
E21.gif
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Feb 21 2008, 07:50 AM) [snapback]2734055[/snapback]

Islam meyn shagufta ke sath sath Shafaq ki bateyn bhi ki ja sakti heyn D.gif
Aap ko pata hey jab Deen.e.Islam ki shaghuftagi chahar soo pheli thi to dunya pehli dafa Islam ki Shafaq se bhi roshanas howi thi smile.gif

Raha Usuf bhai rose.gif ke paani poster_oops.gif I mean Pani wala baat ka to iskley bohat pehley Allama Iqbal fermagey they ke......

Pani Pani ker gai mughey Usuf rose.gif (Qalander) ki yeh baat 0-headbang.gif 0-headbang.gif
Agey ka misra Usuf bhai ke liey chor dya hey E21.gif
E9.gif E9.gif E9.gif
~Saraj~
QUOTE(shafaq @ Feb 20 2008, 09:10 PM) [snapback]2733477[/snapback]
Desi khaad,,,,
i liked your istilaah saraj smile.gif
ab main bhi apni friends ko bataaugi ,Ek juloos nikaloongi jiska naara hoga ,,,DESI KHAAD ZINDABAD,,,DESI KHAAD ZINDABAD chmp.gif
smile.gif smile.gif

Jo log m'un ke achey hotey heyn unheyn esi bateyn achi lagti heyn 1-kahani.gif

Aur haan Shafaq rose.gif abb Julos ki nahin khulos ki zarorat hey julos to already bohat nikal chuka hey hum logon ka E21.gif

Apart from joke...hamari sar zamen bohat zerkhez hey ..full of all potentials...bas iski nighadasht aur abyari meyn frangi khaad aur beej ke istemal ne sab garbar ker di hey :(
Abu Adnan
QUOTE(~Saraj~ @ Feb 21 2008, 10:46 AM) [snapback]2734292[/snapback]
Islam meyn shagufta ke sath sath Shafaq ki bateyn bhi ki ja sakti heyn D.gif
Aap ko pata hey jab Deen.e.Islam ki shaghuftagi chahar soo pheli thi to dunya pehli dafa Islam ki Shafaq se bhi roshanas howi thi smile.gif

Raha Usuf bhai rose.gif ke paani poster_oops.gif I mean Pani wala baat ka to iskley bohat pehley Allama Iqbal fermagey they ke......

Pani Pani ker gai mughey Usuf rose.gif (Qalander) ki yeh baat 0-headbang.gif 0-headbang.gif
Agey ka misra Usuf bhai ke liey chor dya hey E21.gif
E9.gif E9.gif E9.gif

tou (saraj) agar 'apna' nahi bantaa nah bunn.... 'kissi aur' kaa to bunn thumbup.gif

kuch aisaa hi misraa thaa ghaleban, u know k meri poetic memory zara kamzore shamzore hai. krakrani.gif
~Saraj~
QUOTE(shafaq @ Feb 20 2008, 09:14 PM) [snapback]2733480[/snapback]
apologies
replies oarhtay parhtay zehen se nikal gaya ke yeh post Islam sec mein hai aur kucch hansi mazaaq kar baitthee.bas saraj ki baat bahot pasand aayee isliye tareef thori light way mein kar dee.
lekin choonke Islam sec hai isliye lihaaz zururi hai.

Yeh sara qasor saraj ka hi hey ussey Islam section meyn fuzol bateyn kerni ki bilkul ijazat nahin honi chaiey. number1.gif
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Feb 21 2008, 07:50 AM) [snapback]2734055[/snapback]
...phir to qasoor.WAR saraj rose.gif howaa naa. oss nay aisee baat hi kiyouN ki k aap ki ragay zarafat phaRki. 0-heartbeat.gif

Ji Nahin Qasor.War ki wajah madam Noor Jahan theen Saraj nahin D.gif
E9.gif E9.gif E9.gif

Usuf bhai iss se pehley ke koi Farman.e.HC buzrugan Islam section meyn Nazil ho meyn to FTM chala E21.gif
~Saraj~
QUOTE(Abu Adnan @ Feb 21 2008, 10:55 AM) [snapback]2734309[/snapback]
tou (saraj) agar 'apna' nahi bantaa nah bunn.... 'kissi aur' kaa to bunn thumbup.gif

kuch aisaa hi misraa thaa ghaleban, u know k meri poetic memory zara kamzore shamzore hai. krakrani.gif

Usuf bhai FTM hi behtar hey Islam Section meyn aab Saraj pitney wala hey 1-baatcheet.gif
tihami
I must say that there are things to be considered with this invention
1- If it is automatic with sensors in it, then it will be a non-touch technique and it will not spread the infection.
2- It can save the amount of water wasted during wudhu by many of us. and u r aware of it that use of excessive water is not liked in islam anyway even if u r sitting near a canal.
*DhanaK*
QUOTE(~Saraj~ @ Feb 21 2008, 05:54 AM) [snapback]2734307[/snapback]
Jo log m'un ke achey hotey heyn unheyn esi bateyn achi lagti heyn 1-kahani.gif

Aur haan Shafaq rose.gif abb Julos ki nahin khulos ki zarorat hey julos to already bohat nikal chuka hey hum logon ka E21.gif

Apart from joke...hamari sar zamen bohat zerkhez hey ..full of all potentials...bas iski nighadasht aur abyari meyn frangi khaad aur beej ke istemal ne sab garbar ker di hey :(

sarzameen par desi khaad aur beej naheen muhayya hotay kya ? ya ham "white washed" ho gaye hain.
yahan canada mein koi indian pakistani bangla deshi baccha etc etc goaron ki tarah behave karta hai to kaha jata hai "he/she is totally white washed"
jisne bhi yeh istilaah eejaad kee ,hai bahot munasib.
*DhanaK*
QUOTE(Abu Adnan @ Feb 21 2008, 02:50 AM) [snapback]2734055[/snapback]
...phir to qasoor.WAR saraj rose.gif howaa naa. oss nay aisee baat hi kiyouN ki k aap ki ragay zarafat phaRki. 0-heartbeat.gif

waisay islam maiN shuguftah bataiN karnaa manaa nahi, islam section ka pata nahi. icon_peace.gif

waisay yeh section ISLAM etnaa hi hai, jetnay hum mosalmaan haiN. lehazaaap ki apologies ki zaroorat to nahi thee lekin alaa zarfi k tehat ki ho to aur baat hai. yeh yaqeenan aik achi baat hai. ab baari saraj rose.gif ki hai. dekhay haiN k woh ketnay paani maiN hai.
E21.gif

shuguftah guftugu wali baat sahi hai,agreed aur may Allah give us taufeeq to apply that in our daily lives and on hulchul too Ameen .
but still ,,,,, mujhhay yahan "out" hona accha naheen laga ,saraj ki rajjdhaani hi bhali smile.gif

~Saraj~
QUOTE(shafaq @ Feb 22 2008, 02:04 AM) [snapback]2735792[/snapback]
shuguftah guftugu wali baat sahi hai,agreed aur may Allah give us taufeeq to apply that in our daily lives and on hulchul too Ameen .
but still ,,,,, mujhhay yahan "out" hona accha naheen laga ,saraj ki rajjdhaani hi bhali smile.gif

icon_peace.gif icon_peace.gif
~Saraj~
QUOTE(shafaq @ Feb 22 2008, 02:01 AM) [snapback]2735789[/snapback]
sarzameen par desi khaad aur beej naheen muhayya hotay kya ? ya ham "white washed" ho gaye hain.
yahan canada mein koi indian pakistani bangla deshi baccha etc etc goaron ki tarah behave karta hai to kaha jata hai "he/she is totally white washed"
jisne bhi yeh istilaah eejaad kee ,hai bahot munasib.

Shayed "Desi Khaad" meri hi istlah hey 1-embaressed_smile.gif
from_da_lost_dimension
dude,
we need some of them here at our masjid !
*DhanaK*
QUOTE(~Saraj~ @ Feb 22 2008, 12:43 PM) [snapback]2736933[/snapback]
Shayed "Desi Khaad" meri hi istlah hey 1-embaressed_smile.gif

aapnay bahot hi acchee baat kee aur mujhhay bahot pasand aayee
hamein des mein bhi aur pardesi mein bhi apni mashriqiyat naheen chhorna chahiye.
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.