QUOTE(KnOwN_StRaNgEr @ Jan 29 2008, 01:57 PM) [snapback]2692850[/snapback]
confirm date acha shaam ko pooch k bataon ga 
ufffffffff choteyyyyyyyyyyyy kis per gaya hai tu
aise kaam karta hai loag kia kehain gay bara bhai itna naik seerat
or chota aisay ultay kaam karta hai 
chalain sahee hay...agar main online na hoon to PM kar kay bata deejeay ga...
aur koshish karna jaldi ho jaey..mera pala paala bhai...
kiis kisam kii harkatain...
aue yeh naik seerat kon...
shukar karain kay meri vaja saay app bachay hooay hain..
cigrete app peetay thhay aur maar mujhy partee thee...
larkion kay fone app ko aatay aur daant mujhy partee thee...
aisa shareef bhai kaheen millay ga app ko...