Saraj ko biryani bohot pasand thi,ittifaaq say aik dawat mein unhein biryani khanay ko mil gayi aur khoob pait bhar kar khayi. iss waja say tabiyat zyada kharab ho gayi. Woh Doctor k paas gaye to doc nay kaha k aapko badhazmi ho gayi hai,yeh goli khayein zaroor afaqah hoga.
Saraj hairat say doc ko dekhtay huay bolay "Doc sahab, agar iss goli jitni meray pait mein gunja'ish hoti to mein biryani na kha leita".
Saraj hairat say doc ko dekhtay huay bolay "Doc sahab, agar iss goli jitni meray pait mein gunja'ish hoti to mein biryani na kha leita".