OK ji saal tha 2006 ka mausam tha summers ka jub hum trekking par is jagah gaye... trekkers main yeh path itna popular nahi hai... aur buhat hard bhi tha kyun keh aik to altitude kum honay ki wajah say oxygen kum thi thori thori dair main thak jatay thay :apseena:... upar say buhat pathar wagayra thay so chalnay main buhat jaan lagti thi... laikin jo din whan guzray those were sooo good and i really think it was worth it!!!
ok ji start liya hum nay Islamabad ki aik buhat pyaari subah say

Aasman par badal zayda nahi thay aur bikhray bikhray buhat achay lag rehay thay

yahan hum log paani peenay rukay thay (aray baba saath main aik hand pump bhi tha







































