Silent Scream
Feb 7 2008, 12:40 AM
Salam 2 all members
sab kaisay hain. i hope sab apni apni zindagi main khush hon gay...
bas mera HC ka safar yaheen par end ho raha hay... mujay jab bhi kuch aisa mahsoos hota hay k meri zaat se ager kisi ko
zara si bhi takleef ho tou main khud ko gunnah gaar samajta hon bas yahi kahon ga k ager muj se kisi ko
Jaaney Anjaney main zara si bhi takleef huee ho tou Main os k lia aap sab se Maafi chahta hon...
Bas mera yaheen tak ka saath tha... ager zindagi rahi tou Zaroor aaon ga phir
Aur Allah se yahi dua hay k sab members ko dhairrrrrrrr sari khushiaan dai ( Ameen ) aur un ki her Naik aur Jaiz
Khuwaishaat ko Pora karay ( Ameen )
Bbye 2 all
khush rahain sab
**Gohar
Feb 7 2008, 12:47 AM
.........
......
.........
.....
........??????
classic
Feb 7 2008, 12:51 AM
QUOTE(Silent Scream @ Feb 7 2008, 12:40 AM) [snapback]2707019[/snapback]
Salam 2 all members
sab kaisay hain. i hope sab apni apni zindagi main khush hon gay...
bas mera HC ka safar yaheen par end ho raha hay... mujay jab bhi kuch aisa mahsoos hota hay k meri zaat se ager kisi ko
zara si bhi takleef ho tou main khud ko gunnah gaar samajta hon bas yahi kahon ga k ager muj se kisi ko
Jaaney Anjaney main zara si bhi takleef huee ho tou Main os k lia aap sab se Maafi chahta hon...
Bas mera yaheen tak ka saath tha... ager zindagi rahi tou Zaroor aaon ga phir
Aur Allah se yahi dua hay k sab members ko dhairrrrrrrr sari khushiaan dai ( Ameen ) aur un ki her Naik aur Jaiz
Khuwaishaat ko Pora karay ( Ameen )
Bbye 2 all
khush rahain sab
app hamein chor k kiun ja rahe hain............
plzzzzzzzzzzzzzz na jaen!!!!!!!!!
koi tou waja hogi hc ko chorne ki plz tusi hamen chor k na jao
Perplexed Soul
Feb 7 2008, 12:52 AM
yaar yeh kiaa :(
Airy_Princess
Feb 7 2008, 12:53 AM
ufffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffffff
S.S tum kab baray ho gey ?????
Na ja yaar plzzzzZZzz
tenha_saima
Feb 7 2008, 01:17 AM
aj kal sub loog idher udher kyun ja rahe hian HC chor k???
Uncertainty
Feb 7 2008, 10:42 AM
kia kiun kese bhaiiiii???
VrSoLdIeRs
Feb 7 2008, 12:13 PM
aye lai!!!!! HC koi daal ki plate hai jo chor kar chalay gaye.... yeh biryani ki daig hai.... lagay raho jub tak khatam nahi hoti
sohani
Feb 7 2008, 12:53 PM
kahan jaa rahe hooo ?????
Kashif
Feb 7 2008, 12:55 PM
QUOTE(Silent Scream @ Feb 7 2008, 12:40 AM) [snapback]2707019[/snapback]
Salam 2 all members
sab kaisay hain. i hope sab apni apni zindagi main khush hon gay...
bas mera HC ka safar yaheen par end ho raha hay... mujay jab bhi kuch aisa mahsoos hota hay k meri zaat se ager kisi ko
zara si bhi takleef ho tou main khud ko gunnah gaar samajta hon bas yahi kahon ga k ager muj se kisi ko
Jaaney Anjaney main zara si bhi takleef huee ho tou Main os k lia aap sab se Maafi chahta hon...
Bas mera yaheen tak ka saath tha... ager zindagi rahi tou Zaroor aaon ga phir
Aur Allah se yahi dua hay k sab members ko dhairrrrrrrr sari khushiaan dai ( Ameen ) aur un ki her Naik aur Jaiz
Khuwaishaat ko Pora karay ( Ameen )
Bbye 2 all
khush rahain sab
aray bhai kahaN chalay
aisay HC ko chaur kar kiyuN ja rahay ho
Masoom_Pari
Feb 7 2008, 04:10 PM
Kiya
kyoon
kesay
kab
kahan
kis liye
aakhir huwa kiya
wajah kiya hai
pehlay in sab batoon ka jawab do .......... phir jana
*Kainaat*
Feb 7 2008, 04:17 PM
ALLAH khair....
Kyaa ho gya hai bhai.. ye koi achi baat tu nahi na youn choR dena
koi problem hai tu please discuss karain....
HC per attay rahaiN aur khush Rahain !!!
Eyes2good
Feb 7 2008, 11:28 PM
yar SS na pehlay tu ny kabi takleef dee thee na ab dee hai
per sachi batoon tere jane sy ab bohat takleef hoo rahi hai na ja na yaar
humarai itnee achi tu family hai na jaa yaar
acha ja raha hai tu asay tu mat keh k main ja raha hoon
asa keh k ja k ata hoon 
Allah hafiz
Hamyasha kush rahoo
*Angel*
Feb 7 2008, 11:41 PM
sab say pehlay to iska dimaagh theek karao
baad mein sawal jawab karna
~Saraj~
Feb 8 2008, 11:10 AM
QUOTE(Silent Scream @ Feb 7 2008, 12:40 AM) [snapback]2707019[/snapback]
Salam 2 all members
sab kaisay hain. i hope sab apni apni zindagi main khush hon gay...
bas mera HC ka safar yaheen par end ho raha hay... mujay jab bhi kuch aisa mahsoos hota hay k meri zaat se ager kisi ko
zara si bhi takleef ho tou main khud ko gunnah gaar samajta hon bas yahi kahon ga k ager muj se kisi ko
Jaaney Anjaney main zara si bhi takleef huee ho tou Main os k lia aap sab se Maafi chahta hon...
Bas mera yaheen tak ka saath tha... ager zindagi rahi tou Zaroor aaon ga phir
Aur Allah se yahi dua hay k sab members ko dhairrrrrrrr sari khushiaan dai ( Ameen ) aur un ki her Naik aur Jaiz
Khuwaishaat ko Pora karay ( Ameen )
Bbye 2 all
khush rahain sab
Khamosh Chekh Bhai kahan chaley
kia apki shadi ho rahi hey
KnOwN_StRaNgEr
Feb 8 2008, 11:27 AM
seemaf
Feb 8 2008, 11:29 AM
seemaf
Feb 8 2008, 11:32 AM
seemaf
Feb 8 2008, 11:46 AM
ziddi
Feb 8 2008, 11:54 AM
TUM kahin bhi nahi jah rhe

sharafat keh saht wapis aajao
warna
warna
warna
warna.....
mujhe ghussa aajaega
~Saraj~
Feb 8 2008, 01:22 PM
seemaf
Feb 8 2008, 02:04 PM
seemaf
Feb 8 2008, 02:06 PM
QUOTE(ziddi @ Feb 8 2008, 11:54 AM) [snapback]2709072[/snapback]
TUM kahin bhi nahi jah rhe
sharafat keh saht wapis aajao
warna
warna
warna
warna.....
mujhe ghussa aajaega

Ghussey se dar ke nahi aye to??
ziddi
Feb 8 2008, 02:10 PM
QUOTE(seemaf @ Feb 8 2008, 10:06 AM) [snapback]2709299[/snapback]
Ghussey se dar ke nahi aye to?? 
aya ga
iske tu ache ache b aegeh
VrSoLdIeRs
Feb 8 2008, 02:41 PM
QUOTE(ziddi @ Feb 8 2008, 02:10 PM) [snapback]2709321[/snapback]
aya ga
iske tu ache ache b aegeh

tum bolo keh woh wapis nahi aya to tum usay kha jao gi
ziddi
Feb 8 2008, 02:55 PM
VrSoLdIeRs
Feb 8 2008, 03:26 PM
QUOTE(ziddi @ Feb 8 2008, 02:55 PM) [snapback]2709393[/snapback]
aye lai aik baar dhamki do to sahi.. asar na karay phir kehna
ziddi
Feb 8 2008, 03:29 PM
QUOTE(VrSoLdIeRs @ Feb 8 2008, 11:26 AM) [snapback]2709501[/snapback]
aye lai aik baar dhamki do to sahi.. asar na karay phir kehna 
VrSoLdIeRs
Feb 8 2008, 03:33 PM
QUOTE(ziddi @ Feb 8 2008, 03:29 PM) [snapback]2709511[/snapback]
ab maro....
Silent Scream
Feb 8 2008, 04:36 PM
Aap main se mujay kisi se koi shikwa nahi hay.. bas mujay aisa feel huwa k muj se kuch galti ho rahi hay yahan
bas ye baat mujay takleef dainay lagi.. is lia main apne aap ko kuch time k lia HC se door rakhna chah raha tha..
par mujay nahi lagta k main aap sab se kabhi door rah paaon ga.. coz sab log itna piyaar karne walay hain k
bas yahan wapas aana hi para.
Aray aap sab itna serious kion ho gayee... main ne kaha tha naa wapas aajaon ga ager Zindagi rahi tou..
par mujay nahi lagta k kaheen aap sab ko chor kar jaa sakon ga.. sab k reply dekhay aur raha nahi gaya.
khush rahain
Silent Scream
Feb 8 2008, 04:38 PM
KnOwN_StRaNgEr
Feb 8 2008, 04:39 PM
QUOTE(Silent Scream @ Feb 8 2008, 04:36 PM) [snapback]2709618[/snapback]

Yeh hoi na baat
Silent Scream
Feb 8 2008, 04:40 PM
QUOTE(~Saraj~ @ Feb 8 2008, 01:22 PM) [snapback]2709191[/snapback]
Normally larkyan shadi ki wajah se HC ko choti heyn na to meyn ne socha ho sakta hey yahan bhi esa hi koi kahani ho
Aur haan aap ki to taan toot chuki hey na hamari to nahin tooti naa
bhai jab shadi karoon ga tou aap ko zaroor bata don ga... aur main shadi k baad bhi HC nahi chor sakta.. bas kuch time k lia apne aap ko door rakhna chah raha tha HC se.. par ye momkin nahi hay
Silent Scream
Feb 8 2008, 04:47 PM

Feb 8 2008, 04:49 PM
QUOTE(tenha_saima @ Feb 7 2008, 01:17 AM) [snapback]2707083[/snapback]
aj kal sub loog idher udher kyun ja rahe hian HC chor k???
haan naa
achi terah khaber lo in logon ki
Masoom_Pari
Feb 8 2008, 04:52 PM
@ SS
meray sawaloon k jawabat kon de gaa
Silent Scream
Feb 8 2008, 05:02 PM
QUOTE(Masoom_Pari @ Feb 8 2008, 04:52 PM) [snapback]2709633[/snapback]
@ SS
meray sawaloon k jawabat kon de gaa
Tum ne itna kuch poch lia hay k wohi soch raha hon bhooooooooot ko kia jawaab don..
Silent Scream
Feb 8 2008, 05:03 PM
QUOTE(ziddi @ Feb 8 2008, 11:54 AM) [snapback]2709072[/snapback]
TUM kahin bhi nahi jah rhe

sharafat keh saht wapis aajao
warna
warna
warna
warna.....
mujhe ghussa aajaega

Gussa karoo gi....
abhi 2 lagain hain.. aur ziyada lagaon kia
Silent Scream
Feb 8 2008, 05:04 PM
QUOTE(Silent Scream @ Feb 8 2008, 04:36 PM) [snapback]2709618[/snapback]
Aap main se mujay kisi se koi shikwa nahi hay.. bas mujay aisa feel huwa k muj se kuch galti ho rahi hay yahan
bas ye baat mujay takleef dainay lagi.. is lia main apne aap ko kuch time k lia HC se door rakhna chah raha tha..
par mujay nahi lagta k main aap sab se kabhi door rah paaon ga.. coz sab log itna piyaar karne walay hain k
bas yahan wapas aana hi para.
Aray aap sab itna serious kion ho gayee... main ne kaha tha naa wapas aajaon ga ager Zindagi rahi tou..
par mujay nahi lagta k kaheen aap sab ko chor kar jaa sakon ga.. sab k reply dekhay aur raha nahi gaya.
khush rahain
ye reply sab ko hi kia hay naa
Silent Scream
Feb 8 2008, 05:06 PM
QUOTE(KnOwN_StRaNgEr @ Feb 8 2008, 04:39 PM) [snapback]2709622[/snapback]
Yeh hoi na baat 
seemaf
Feb 8 2008, 05:54 PM
QUOTE(ziddi @ Feb 8 2008, 02:10 PM) [snapback]2709321[/snapback]
aya ga
iske tu ache ache b aegeh

Wah kiya roub hai 
AA gaye
ziddi
Feb 8 2008, 05:57 PM
seemaf
Feb 8 2008, 06:30 PM
QUOTE(Silent Scream @ Feb 8 2008, 04:36 PM) [snapback]2709618[/snapback]
Aap main se mujay kisi se koi shikwa nahi hay.. bas mujay aisa feel huwa k muj se kuch galti ho rahi hay yahan
bas ye baat mujay takleef dainay lagi.. is lia main apne aap ko kuch time k lia HC se door rakhna chah raha tha..
par mujay nahi lagta k main aap sab se kabhi door rah paaon ga.. coz sab log itna piyaar karne walay hain k
bas yahan wapas aana hi para.
Aray aap sab itna serious kion ho gayee... main ne kaha tha naa wapas aajaon ga ager Zindagi rahi tou..
par mujay nahi lagta k kaheen aap sab ko chor kar jaa sakon ga.. sab k reply dekhay aur raha nahi gaya.
khush rahain
Yehi to hai Woh apna pan
seemaf
Feb 8 2008, 06:33 PM
ziddi
Feb 8 2008, 06:50 PM
QUOTE(seemaf @ Feb 8 2008, 02:33 PM) [snapback]2709712[/snapback]
Kiya dehshat hai
jee jee zaroor 
khabhi garor nahi kia

heheheh
seemaf
Feb 8 2008, 06:56 PM
seemaf
Feb 8 2008, 06:58 PM
QUOTE(ziddi @ Feb 8 2008, 06:50 PM) [snapback]2709731[/snapback]
khabhi garor nahi kia

heheheh

achey bachey Ghuroor nahi kartey na
ziddi
Feb 8 2008, 07:00 PM
QUOTE(seemaf @ Feb 8 2008, 02:58 PM) [snapback]2709745[/snapback]
achey bachey Ghuroor nahi kartey na
main b yehi kehti ho keh ache bache garor nahi karte

but api achi woh tu main ho
bacha kon hai yaha????
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please
click here.