QUOTE(Abdullah @ Feb 14 2008, 10:51 AM)

Yaad rakhnay ka Bohat Shukriya Janab. Bas aap ka yea kehna hi kafi hay.
Meray khayal main aap Is post ko Shair-o-Shaa'eri kay Subforum 'Sukhanwar' main post kar saktay hain jis ka main title hay "H.C kay muntakhib shu'araa ka kalaam"
Balkay aap kahen to ham transfer kar detay hain wahan
gi sir app transfer kar dain buhat buhat sukria