QUOTE(ManPaki @ Feb 25 2008, 12:55 AM)

40 cycles tu puhunch gayeen assembly main... aur woh cycle stand ka thekedaar "Ch. Shujaat" tu muun hi dekhta reh gaya...
aik line harii hoi cycles k liyey...
Ab k hum bichray tu shayed kabhi khuwabuun main milain...
haha
haan ab 40 cycles assembly mein race jeetnay ki koshish karein gi

haari huwee cycles kay liyay to yeh hona chahiyay tha
ab kay hum haarein to aglay election mein milein