iss say zahir hota hay kay HC ki khwateen ko jab khana pakany ki tarkeebein ya ghardari kay mashwaray chahiyein hoon to unhain aap say rujoh karna chahiyay
Abu Adnan
Feb 24 2008, 03:43 PM
QUOTE(M Kashif Nisar @ Feb 24 2008, 03:14 PM)
barri mufeed post hay Yusaf bhai khush rahein
iss say zahir hota hay kay HC ki khwateen ko jab khana pakany ki tarkeebein ya ghardari kay mashwaray chahiyein hoon to unhain aap say rujoh karna chahiyay
chahiyeh kia matlab
aap to kahtay ho HC maiN bahoot porana member houN...
aap ko yeh bi nahi maloom k maiN yahaaN kitchen-class bhi leta raha houN.
Kashif
Feb 24 2008, 04:57 PM
QUOTE(Abu Adnan @ Feb 24 2008, 03:43 PM)
chahiyeh kia matlab
aap to kahtay ho HC maiN bahoot porana member houN...
aap ko yeh bi nahi maloom k maiN yahaaN kitchen-class bhi leta raha houN.
oh acha yeh mujhay maloom nahin tha kay aap kitchen class bhi laitay rahay hain khwateen ko saleeqa aap jaisay suggharr mardon say seekhna chahiyay
Abu Adnan
Feb 25 2008, 09:06 AM
QUOTE(M Kashif Nisar @ Feb 24 2008, 04:57 PM)
oh acha yeh mujhay maloom nahin tha kay aap kitchen class bhi laitay rahay hain khwateen ko saleeqa aap jaisay suggharr mardon say seekhna chahiyay
khawateen to aksar aisaa karti rahti haiN (HC gawaah hai)... lekin ab oss 'khatoon' ki baat nah karnaa jo ummay adnan kahlaati haiN, kiyoN k maiN to yeh bhi teech.ta raha houN k:
se.han maiN dauRnay phirnay k hum nahi qa'ail jo saas hi ko nah paTkay woh bahoo kia hai
PS: aap bhi issi section maiN maujood kitchen-class naami old post say 'istefadah' karsaktay haiN. kia pataa 'aanay wali' ko training deni hi paR jaye. ab aap onhaiN yahaaN HC par laanay ka risk to nahi lay saktay naa.....
Khalish
Feb 25 2008, 01:49 PM
Salaam
Title meiN Misri daikh kar iss post per aa gaya hooN, kal dining hall meiN meri table per aik PhD Chemical Engineer bhi mojood the, aur batooN batooN meiN unhooN ne bataya keh moti cheeni aur misri banaane meiN jo chemical istimaal hota hai voh insaani jism ko buhot nuqsaan pohancha sakta hai.
Just sharing his comments, don't know what chemical he was talking about.
Abu Adnan
Feb 25 2008, 03:04 PM
1
QUOTE(Khalish @ Feb 25 2008, 01:49 PM)
Salaam
Title meiN Misri daikh kar iss post per aa gaya hooN, kal dining hall meiN meri table per aik PhD Chemical Engineer bhi mojood the, aur batooN batooN meiN unhooN ne bataya keh moti cheeni aur misri banaane meiN jo chemical istimaal hota hai voh insaani jism ko buhot nuqsaan pohancha sakta hai.
Just sharing his comments, don't know what chemical he was talking about.
sugercane say brown suger bananay maiN to kam chemicals use hotay haiN taaham white crystal suger processing maiN bahoot say chemicals use hotay haiN. 'chemicals' (if it is not a natural food item) k baray maiN aik aam kuliya yeh hai k sab k sab human body k liyeh hazardous hotay hain bus onkay 'fatal dose' vary kartay haiN.
white crystals suger ki tayyari maiN use honay walay chemicals maiN say chand hasbay zail haiN.
Acid based Evaporator Cleaning Additive
Caustic based Evaporator Cleaning Additive
Crystallizing /Vacuum Pan Aid
Dextran Control Bio-Surfactant
Juice Clarification Flocculant
Juice Defoamer - Organic Based
Syrup Decolorizing Agent (polymer)
Syrup Defoamer - Silicone Based
yeh sab k sab chemicals agar direct inhale kiye jayaiN to fatality bhi hosakti hai. magar yeh sugar ki processing maiN use hokar / dilute hokar nisbatan kam zarar rasaaN hojatay haiN. tahaam hatmi taur par yeh nahi kaha jasata k sugar say inkay muzir asraat zero hojatay houn. inki zarar rasani ka daromadar sugar companies ki individual ki qaulity control k saath saath har fard ki apni quwwatay madafe'at par bhi hotaa hai .......... issi liyeh kaha jata hai k refined suger k moqaablay maiN desi tareeqay say tayyar kardah guR zeyadah faidah mand aur kam zarar rasaaN hotaa hai. agar iski tayyari / storage maiN jaraseem ki aloodgi say bachnay ka ehtemaam bah khoobi kia gayaa ho.
gharelu tips / desi nuskhay amooman non-scientific aur pay dar pay tajarbaat / hikmat k osoolouN par mabni hotay haiN. abhi tak in nuskhouN ko jo sadyouN say aazmoodah haiN, scientifically test / check karnay ka koi institutional arrangement nahi howaa hai. jiski wajah say jadeed o qadeem aloomay tibb k mabain distance ka honaa sab say aham factor hai.
Kashif
Feb 27 2008, 02:48 AM
QUOTE(Abu Adnan @ Feb 25 2008, 09:06 AM)
khawateen to aksar aisaa karti rahti haiN (HC gawaah hai)... lekin ab oss 'khatoon' ki baat nah karnaa jo ummay adnan kahlaati haiN, kiyoN k maiN to yeh bhi teech.ta raha houN k:
se.han maiN dauRnay phirnay k hum nahi qa'ail jo saas hi ko nah paTkay woh bahoo kia hai PS: aap bhi issi section maiN maujood kitchen-class naami old post say 'istefadah' karsaktay haiN. kia pataa 'aanay wali' ko training deni hi paR jaye. ab aap onhaiN yahaaN HC par laanay ka risk to nahi lay saktay naa.....
seekhna to asal mein unhi ko chahiyay tha ............aap nay kin khwateen ko sikha diya laikin yeh saas wali baat na seekhna hi behtar hay
kitchen class dhondta hoon .........laikin purana topic zinda karnay ki dafa na lag jayay mujh par waisay aanay wali ko training deni parri to bhi koi masla nahin kiyunke jo banda hostel life guzar chuka ho woh aksar kamon mein khud-kafeel ho jata hay
Abu Adnan
Feb 27 2008, 08:19 AM
QUOTE(M Kashif Nisar @ Feb 27 2008, 02:48 AM)
seekhna to asal mein unhi ko chahiyay tha ............aap nay kin khwateen ko sikha diya laikin yeh saas wali baat na seekhna hi behtar hay
kitchen class dhondta hoon .........laikin purana topic zinda karnay ki dafa na lag jayay mujh par waisay aanay wali ko training deni parri to bhi koi masla nahin kiyunke jo banda hostel life guzar chuka ho woh aksar kamon mein khud-kafeel ho jata hay
jab (HC ki) ookhli maiN sar dia hai to pher (banning k) moosal ka kia daR
issi liyeh to amir bhai aap ko peshgi sikhla rahay haiN k agar aap ko ban kardia jaye to aap kia karengay.
ookhli aur moosal waalio baat to wazah hai naa ... ookhli woh wooden jaar hoti hai jiskay ander dhaan / chawal waghairah ko Daal kar baans type k moosal say koota jata hai, bil amoom dehaat maiN. punjabi maiN pata nahi issay kia kahtay haiN.
Kashif
Feb 27 2008, 08:45 AM
QUOTE(Abu Adnan @ Feb 27 2008, 08:19 AM)
jab (HC ki) ookhli maiN sar dia hai to pher (banning k) moosal ka kia daR
issi liyeh to amir bhai aap ko peshgi sikhla rahay haiN k agar aap ko ban kardia jaye to aap kia karengay.
ookhli aur moosal waalio baat to wazah hai naa ... ookhli woh wooden jaar hoti hai jiskay ander dhaan / chawal waghairah ko Daal kar baans type k moosal say koota jata hai, bil amoom dehaat maiN. punjabi maiN pata nahi issay kia kahtay haiN.
oukhli wala muhawra to waisay hi mashhor hay .....aap nay kaisay samajh liya kay mujhay nahin pata hoga laikin yahan kuch huwa to main aap par daal doon ga sari baat kay aap nay mujhay uksaya tha
amir bhai to feel kar gayay thay aap ki baat ko
waisay humaray ghar mein maujood hay oukhli aur issay "hawan dasta" kehtay hain humari zuban mein
Abu Adnan
Feb 28 2008, 10:53 AM
QUOTE(M Kashif Nisar @ Feb 27 2008, 08:45 AM)
oukhli wala muhawra to waisay hi mashhor hay .....aap nay kaisay samajh liya kay mujhay nahin pata hoga laikin yahan kuch huwa to main aap par daal doon ga sari baat kay aap nay mujhay uksaya tha
amir bhai to feel kar gayay thay aap ki baat ko
waisay humaray ghar mein maujood hay oukhli aur issay "hawan dasta" kehtay hain humari zuban mein
amir ka, i think k yeh 'doosra' 'janam' hai hc maiN. tha'ts y he........ par sanu ki.
hawan-dastah to okhli-mosal ka choTa bach.cha hota hai jo bilamoom kitchen maiN hota hai yaa hakeem k paas........... okhli maiN to 3/4 saal ka bach.cha sama sakta hai aur moosal 5/6 feet ka baans jetna hota hai.... yeh kissan gharanay maiN hota hai bil.amoom ... hosakta hai k punjabi maiN oss baray walay ko bhi hawan dastah kahtay houN.... jabkay urdu maiN iss say moraad chota wala hota hai jo wooden bhi hota hai, metalic bhi aur ajkal to steel walaa bhi aataa hai. iss maiN kitchen maiN chaTni waghairah banti hai.
yeh lo aap ki 'tarbiat' shooroo hogayee.
Kashif
Feb 28 2008, 03:41 PM
QUOTE(Abu Adnan @ Feb 28 2008, 10:53 AM)

pata nahin konsa janam hay amir ka
oh ..........thanks for correction ...........main to hawan dastay ko hi oukhli samajhta tha aap to waqai barray maahir hain
classic
Mar 1 2008, 08:48 PM
*DhanaK*
Mar 2 2008, 10:04 AM
QUOTE(Abu Adnan @ Feb 24 2008, 06:56 AM)
yeh canada mein tola masha ke maslay ka kya hal ho?
post bahot acchee hai koi side effects wali cheez naheen hai,simple tareeqay hain.
aur kashif aap begum ko yeh bataanay ki ghalti na kar baitthiyega ke aap hostel mein rahein hain aur kaafi had tak khud kafeel hain,apnay pairon par kulhaadi maarna hai kya ?
Abu Adnan
Mar 2 2008, 10:23 AM
QUOTE(shafaq @ Mar 2 2008, 10:04 AM)
yeh canada mein tola masha ke maslay ka kya hal ho?
post bahot acchee hai koi side effects wali cheez naheen hai,simple tareeqay hain. aur kashif aap begum ko yeh bataanay ki ghalti na kar baitthiyega ke aap hostel mein rahein hain aur kaafi had tak khud kafeel hain,apnay pairon par kulhaadi maarna hai kya ?
Approx 11.3 gm = One Tola
... aur haaN darogh bar gardanay raavi, sonaa hai k kashif k city multan maiN rewaaj hai new dulha first week tak apnay haathouN say pakaa kar apni biwi ko khelata hai....
Kashif
Mar 2 2008, 07:06 PM
QUOTE(shafaq @ Mar 2 2008, 10:04 AM)
aur kashif aap begum ko yeh bataanay ki ghalti na kar baitthiyega ke aap hostel mein rahein hain aur kaafi had tak khud kafeel hain,apnay pairon par kulhaadi maarna hai kya ?
hehe yeh baat batanay kay liyay nahin ...yeh to apnay faiday kay liyay hay kay jab zarorat parr jayay to banda bekaar na ho jayay bulke apna kaam kar lay
Kashif
Mar 2 2008, 07:11 PM
QUOTE(Abu Adnan @ Mar 2 2008, 10:23 AM)
... aur haaN darogh bar gardanay raavi, sonaa hai k kashif k city multan maiN rewaaj hai new dulha first week tak apnay haathouN say pakaa kar apni biwi ko khelata hai....
haha aap ko itni ghalat qisam ki khabrein kahan say mil jati hain waisay sari zindagi achay khanay ..khanay kay liyay aik hafta khila dena bhi koi buri option to nahin
*DhanaK*
Mar 9 2008, 05:58 AM
QUOTE(Abu Adnan @ Mar 2 2008, 05:23 AM)
Approx 11.3 gm = One Tola
... aur haaN darogh bar gardanay raavi, sonaa hai k kashif k city multan maiN rewaaj hai new dulha first week tak apnay haathouN say pakaa kar apni biwi ko khelata hai....
bahot bahot shukriya
Tweety_Lady
Mar 10 2008, 03:38 AM
informative post
rani aapi
Apr 7 2008, 04:25 AM
nice info
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.