QUOTE(DarK AnGeL @ Feb 25 2008, 09:11 AM) [snapback]2739898[/snapback]
Mubarak ho apko.. lekin ap 100 karke ziyada khush hojatay hian

1000 karien uski ziyada khushi hogi

duaa karain jee 1000 bhi ho jain asal main main kabhi kabhi itna buzy ho jata hoon aur kaee kaee din net use karnay ka time he nahi milta aap ka bahot bahot shukriya