QUOTE(ManPaki @ Feb 28 2008, 02:05 PM)

Ajayeb Ghar k baray main jo tabsara hai aur usi main jo transportation ka zikr kiya Uncle Sargam nay woh kuch samaj nahi aya... k kahna kiya chah rahay hain janab Uncle sargam...
I think purani transport ko aja'ib ghar wali cheezon say tashbeeh di gayee hay ........aur ajaa'ib ghar kay baray mein bhi yeh kehnay ki koshish ki gayee hy kay ab shaher mein itnay puranay namonay nazar aatay hain kay ajaa'ib ghar bhi ajeeb nahin lagta