Help - Search - Members - Calendar
Full Version: Ji -qazi
HulChul.NET > Current Affairs & Politics > Current Affairs / Kashmir Issue
from_da_lost_dimension
kiya Qazi ne election ka boycott ker ke sahi siyasi faisla kya ? kiya MMA ki karkardigee govt mein itnni kharab rahi keh Qazi ko pata tha keh MMA ki kashti aab syasi tour per khatam hoo gayee hai issii lye acha hei ke kinara ikhtiyaar ker lya jayyee?.Kis Qazi agar in election me hissa leeta to us ko vote mill saktee they ya phir usne haaar ke khauf se hissa nahin lya ? kya Qaum MULLAhs ko reject ker chukee hai ?.Maulana diesel kiya iqtidaar ke itnee bhookhe hain keh chahyee kuch bhi hoo jayee iqtidaar ki taangoon se chimtee rehna hai ?
Abu Adnan
QUOTE(from_da_lost_dimension @ Feb 29 2008, 03:58 AM) [snapback]2744677[/snapback]
kiya Qazi ne election ka boycott ker ke sahi siyasi faisla kya ? kiya MMA ki karkardigee govt mein itnni kharab rahi keh Qazi ko pata tha keh MMA ki kashti aab syasi tour per khatam hoo gayee hai issii lye acha hei ke kinara ikhtiyaar ker lya jayyee?.Kis Qazi agar in election me hissa leeta to us ko vote mill saktee they ya phir usne haaar ke khauf se hissa nahin lya ? kya Qaum MULLAhs ko reject ker chukee hai ?.Maulana diesel kiya iqtidaar ke itnee bhookhe hain keh chahyee kuch bhi hoo jayee iqtidaar ki taangoon se chimtee rehna hai ?

achchay sawaalaat hai... inkay durust jawaabaat to LEADER rose.gif bhai hi day saktay haiN, lekin hamara khayaal yeh hai.

1. qazi sahab samait botcott karnay walay deger all groups ka yeh qawi khayaal thaa k azaad adalya ki 'ghair maujoodgi' aur musharraf ki 'maujoodgi' maiN iss election maiN hissa lenaa asal maiN mush-hakoomat ko 'istah.kaam' bakhshnay k motradaf hai.

2. qazi sahab ka yeh khayaal bhi thaa k fazlur rahmaan ki pro-mosharraf activities qaum k saamnay etni open hogayee haiN k agar JI nay JUI k saath MMA k plate form say election maiN hissa lia to qaum qazi / JI ko bhi musharraf ka saathi samajh legi.

3. MMA ko fazlur rahman nay etna badnaam kardia k MMA ka sadar (qazi) bhi MMA say door hotaa chala gayaa. mush-qaaf league iss maamlay maiN kaamyaab rahay MMA ki awaam maiN popularity khatam karnay aur qazi-fazool ko juda karnay maiN........ deeni jamatouN ka mustahkam ittehaad bahar haal mush n hawari ko pasand nah thaa.

4. maulaan fazool ko ab bhi aqal nahi aaye woh 2/3 vote k bal bootay par bhi ppp k iqtedaar ki 'haDDi' ki taraf lalchayee nazroun say dekh raha hai. qabl azeeN woh BB k daur maiN bhi 'arzi jannat' k mazay looT chuka hai.

5. "qazi-imran-apdm-wukla-media" ka stand apni jagah durust aur mulk k liyeh sood mand hai. go kay inki mushtarkah jiddo johad k saray 'fawaaid' PPP-NS ko mil rahay haiN aur milengay. lekin mulk o qaum ki khatir .... mush say nijaat aur CJ ki bahaali ... koi bora sauda nahi.....

6. mulki tareekh k iss moR pay qazi / JI ki yeh QURBANI jo woh jamati faidah say haT kar mulk o qaum k faiday k liyeh kar rahi hai... hamesha yaad rakhi jayegi.

7. NS ko JI k boycott kaa hi 'samar' milaa hai. JI k saray vote NS ko millay.... lagta hai k iss baar new army chief nay ISI ko sarkari league k haq maiN jaadoo.gari wala kaam nahi karnay dia jo last election maiN mush nay as army chief kia thaa jiski gawahi major gen ehteshaam zameer day chukay haiN.... mush say wardi otarwaanay ka kaarnamaa bhi qazi-imran group nay hi anjaam dilwaya hai.... warnah ppp /BB to already agree hogayee thee bawardi mush k saath iqtedaar maiN shareek honay ko.
VrSoLdIeRs
QUOTE(Abu Adnan @ Feb 29 2008, 08:29 AM) [snapback]2744757[/snapback]

110% agreed
as you like
muje nahe lagta ke NA ko faeda dene ke leye bycott keya gea, our ager easa hy to wo din door nahee jab qazi ko ake baar phir qaoom se moafe magni pare.....
VrSoLdIeRs
QUOTE(as you like @ Mar 1 2008, 11:12 AM) [snapback]2746595[/snapback]
muje nahe lagta ke NA ko faeda dene ke leye bycott keya gea, our ager easa hy to wo din door nahee jab qazi ko ake baar phir qaoom se moafe magni pare.....

wah ji wah if you are talking about NA=NS then to sub sya ulti prediction maari hai aap nay... ALlah isko bilkul pura karay!!!
This is a "lo-fi" version of our main content. To view the full version with more information, formatting and images, please click here.
Invision Power Board © 2001-2008 Invision Power Services, Inc.